15 July 2015

Lyrics Of "Khaul Khaul Ke" From Movie - Rakht Charitra (2010)

Khaul Khaul Ke
Khaul Khaul Ke
Lyrics Of Khaul Khaul Ke From Movie - Rakht Charitra (2010): A pop song sung by Jojo Khan, Ujwala and music composed by Imran Vikram.

Music: Imran Vikram
Lyrics: Sandeep Singh
Star Cast:  Srinivasa Rao Kota, Darshan Jariwala, Sudeep, Vishwajeet Pradhan, Rajendra Gupta, Anupam Shyam, Ashwini Kalsekar, Shatrughan Sinha, Vivek Oberoi, Suriya.



The video of this song is available on youtube.


Lyrics of "Khaul Khaul Ke"


khaul khaul ke sine me bahta hai
jo lava ban ke wo rakt hai shashakt hai
trahi trahi jisne machayi kahta itihas
gawah ban ke wo rakt hai sarwaqt hai
paap punya ki kya paribhasha
krodh jaane pratishodh ki bhasha
aaj ke bharat ki mahabharat me duba kurukshetr hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai
rakt charitra hai

lath path kar de ranbhumi ko ye talwar ki tej se
kahi sir chadta rajtilak, kahi jalti mrityu sej pe
kahi kurbani kahi balidani, dekar maya mukt hai
sadiya biti yug yug bitey, na badla wo rakt hai
na badla wo rakt hai, ek hi rag rag rag me behta
fir bhi bhed bhav hai sehta, chhuda hai isse har ek rishta
yahi shatru yahi mitar hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai

badle ki aahuti me, gir ke rakt ki bhabhuti
banke agni jal utthi, swaha
hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
girta rakt kund me hai, swaha
badle ki aahuti me, gir ke rakt ki bhabhuti
banke agni jal utthi, swaha
hai akhand hai prachand banke jab ye mrityudand
girta rakt kund me hai, swaha
pran me hai rakt charitra, jaan me hai rakt charitra
sakhya me hai rakt charitra, nash me hai rakt charitra
lok me hai rakt charitra, bhog me hai rakt charitra
iske bina to kuch bhi na pavitr hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai
rakt charitra hai, rakt charitra hai

Lyrics in Hindi (Unicode) of "खौल खौल के"


खौल खौल के सिने मे बहता है
जो लावा बन के वो रक्त है शशक्त है
त्राही त्राही जिसने मचाई कहता इतिहास
गवाह बन के वो रक्त है सर्वक्त है
पाप पुण्य की क्या परिभाषा
क्रोध जाने प्रतिशोध की भाषा
आज के भारत की महाभारत मे डूबा कुरुक्षेत्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है
रक्त चरित्र है

लथ पथ कर दे रणभूमि को ये तलवार की तेज से
कही सर चड़ता राजतिलक, कही जलती मृत्यु सेज पे
कही कुर्बानी कही बलिदानी, देकर माया मुक्त है
सदिया बीती युग युग बीते, ना बदला वो रक्त है
ना बदला वो रक्त है, एक ही रग रग रग मे बेहता
फिर भी भेद भव है सहता, छुडा है इससे हर एक रिश्ता
यही शत्रु यही मित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है

बदले की आहुति मे, गिर के रक्त की भभूती
बनके अग्नी जल उठी, स्वाः
है अखंड है प्रचंड बनके जब ये मृत्युदंड
गिरता रक्त कुंड मे है, स्वाः
बदले की आहुति मे, गिर के रक्त की भभूती
बनके अग्नी जल उठी, स्वाः
है अखंड है प्रचंड बनके जब ये मृत्युदंड
गिरता रक्त कुंड मे है, स्वाः
प्राण मे है रक्त चरित्र, जान मे है रक्त चरित्र
सख्या मे है रक्त चरित्र , नाश मे है रक्त चरित्र
लोंक मे है रक्त चरित्र, भोग मे है रक्त चरित्र
इसके बिना तो कुछ भी ना पवित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है
रक्त चरित्र है, रक्त चरित्र है

No comments:

Post a Comment