3 July 2015

Lyrics Of "Tum Darshan Hum Naina" From Movie - Isi Life Mein (2010)

 Tum Darshan Hum Naina
 Tum Darshan Hum Naina
Lyrics Of Tum Darshan Hum Naina From Movie - Isi Life Mein (2010): A devotional song sung by Udit Narayan featuting Sandeepa Dhar, Mohnish Behl, Prachi Shah.

Music: Meet Bros Anjjan
Lyrics: Manoj Muntashir
Star Cast: Akshay Oberoi, Sandeepa Dhar, Salman Khan, Mohnish Behl, Prachi Shah, Neha Kakkar, Veebha Anand, Samaira Rao.



The video of this song is available on youtube at the official channel Rajshri. This video is of 1 minutes 10 seconds duration.


Lyrics of "Tum Darshan Hum Naina"


tum darshan hum naina rama, tum darshan hum naina
tum darshan hum naina rama, tum darshan hum naina

kaushalya ki kokh se tumne janam liya hai aise
sukh samridhi ki ganga ko mukh se janme jaise
ganga janme jaise
sarju ke tat jhoom ke gaaye pal pal aaj badhayi
jug jug ankhiya tarsi hai, tab ghadi yeh pawan aayi
mil gaya mann ko chaina rama, tum darshan hum naina
tum darshan hum naina rama, tum darshan hum naina

hum jeevan hain tum mukti, hum maruthal tum jal ki dhar
hum swati ki boond hain rama, tum karuna ka sindhu apar
tum karuna ka sindhu apar
hum deepak tum jyoti, hum santan hai tum ho palanhar
hum asha vishwas ho tum, hum jhanjhar hain tum jhunkar
tum suraj hum raina rama, tum darshan hum naina
tum darshan hum naina rama, tum darshan hum naina

Lyrics in Hindi (Unicode) of "तुम दर्शन हम नैना"


तुम दर्शन हम नैना रामा, तुम दर्शन हम नैना
तुम दर्शन हम नैना रामा, तुम दर्शन हम नैना

कौशल्या की कोख से तुमने जनम लिया है ऐसे
सुख समृधि की गंगा को मुख से जन्मे जैसे
गंगा जन्मे जैसे
सरजू के तट झूम के गाये पल पल आज बदाई
जुग जुग अंखिया तरसी हैं, तब घडी ये पावन आई
मिल गया मन को चैना रामा, तुम दर्शन हम नैना
तुम दर्शन हम नैना रामा, तुम दर्शन हम नैना

हम जीवन हैं तुम मुक्ति, हम मरुथल तुम जल की धार
हम स्वाती की बूंद है रामा, तुम करुना का सिन्धु आपार
तुम करुना का सिन्धु आपार
हम दीपक तुम ज्योति, हम संतान है तुम हो पालनहार
हम आशा विशवास हो तुम, हम झांझर हैं तुम झंकार
तुम सूरज हम रैना रामा, तुम दर्शन हम नैना
तुम दर्शन हम नैना रामा, तुम दर्शन हम नैना


No comments:

Post a Comment