12 December 2015

Lyrics Of "Tera Deedar" From Latest Movie - Tere Ishq Mein Qurbaan (2015).

Tera Deedar
Tera Deedar
A sad song sung by Jaspinder Narula & Javed Ali,music composed by Harsh Vyas featuring Shobhit Attrey, Sonam Arora.

Singer: Jaspinder Narula, Javed Ali
Music: Harsh Vyas
Lyrics: Dahek
Star Cast: Shobhit Attrey, Sonam Arora, Nikhil Sharma, Heeba Shah, Hina Choudhry, S. M. Zheer, Nilima Singh.




The video of this song is available on youtube at the official channel ynr Music. This video is of 1 minutes 33 seconds duration.

Lyrics of "Tera Deedar"


deedar tera deedar
kya hosh zamaane ka us pyar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein
o kya hosh zamaane ka us pyar ki hasrat mein
kya hosh zamaane ka us pyar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein

lafzon mein namumkin halaat ye bayaan karna
fat jaaye na dil mera deedar ki hasrat mein
o lafzon mein namumkin halaat ye bayaan karna
lafzon mein namumkin halaat ye bayaan karna
fat jaaye na dil mera, deedar ki hasrat mein
fat jaaye na dil mera, deedar ki hasrat mein

deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar

mausam ye judayi ka dushvaari se kata hai
gam apna sanam maine teri yaadon se baanta hai
is din ke yakin par to saason ki ravaani thi
ye pal bhi mohabbat ki taqdeer mein aata hai
o  mausam ye judayi ka dushvaari se kata hai
gam apna sanam maine teri yaadon se baanta hai
is din ke yakin par to saason ki ravaani thi
ye pal bhi mohabbat ki taqdeer mein aata hai
tadapi hun khisaab banke main bahaar hi hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar

tere aane ka is dil ne kayi baar bhram toda
tanhaayi ne bhi tanha ek pal ko nahi chhoda
khushiyo ke hazaaro rang bikhare hain mere dil mein
rukh meri mohabbat ne meri jaan ko hai moda
o tere aane ka is dil ne kayi baar bhram toda
tanhaayi ne bhi tanha ek pal ko nahi chhoda
khushiyo ke hazaaro rang bikhare hain mere dil mein
rukh meri mohabbat ne meri jaan ko hai moda
din raat jali hun main shringaar ki hasrat mein
hun khud se begaani, main yaar ki hasrat mein
hun khud se begaani, main yaar ki hasrat mein

deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar

hai faasla kuch pal ka bas samne hai manzil
aasaan zara kar de kam kar de meri mushkil
deedar tera deedar
trishna zindagi ko tu karaar ataa kar de
mere maula mujhe apna tu pyaar ataa kar de
deedar tera deedar
ab or bhala kitna chahat aajmaayegi
na jaane teri surat kab saamne aayegi
deedar tera deedar
ab tut chuki hun main kahin haar na jaaun main
dam hi na nikal jaaye, dildaar ki hasrat mein
dam hi na nikal jaaye, dildaar ki hasrat mein
dam hi na nikal jaaye, dildaar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein
hun khud se begaani main yaar ki hasrat mein

deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar
deedar tera deedar, ho jaaye bas tera deedar 

Lyrics in Hindi (Unicode) of "तेरा दीदार"


दीदार तेरा दीदार
क्या होश ज़माने का उस प्यार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत  में
ओ क्या होश ज़माने का उस प्यार की हसरत में
क्या होश ज़माने का उस प्यार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत में

लफ़्ज़ों में नामुकिन हालत ये बयां करना
फट जाए ना दिल मेरा दीदार की हसरत में
ओ लफ़्ज़ों में नामुकिन हालत ये बयां करना
लफ़्ज़ों में नामुकिन हालत ये बयां करना
फट जाए ना दिल मेरा, दीदार की हसरत में
फट जाए ना दिल मेरा, दीदार की हसरत में

दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार

मौसम ये जुदाई का दुशवारी से काटा है
गम अपना सनम मैंने तेरी यादों से बांटा है
इस दिन के यकीं पर तो साँसों की रवानी थी
ये पल भी मोहब्बत की तकदीर में आता है
ओ मौसम ये जुदाई का दुशवारी से काटा है
गम अपना सनम मैंने तेरी यादों से बांटा है
इस दिन के यकीं पर तो साँसों की रवानी थी
ये पल भी मोहब्बत की तकदीर में आता है
तडपी हूँ खिसा बनके मैं बहार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत में
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार

तेरे आने का इस दिल ने कई बार भ्रम तोड़ा
तन्हाई ने भी तन्हा एक पल को नही छोड़ा
खुशियों के हजारों रंग बिखरे हें मेरे दिल में
रुख मेरी मोहब्बत ने मेरी जान को है मोड़ा
ओ तेरे आने का इस दिल ने कई बार भ्रम तोड़ा
तन्हाई ने भी तन्हा एक पल को नही छोड़ा
खुशियों के हजारों रंग बिखरे हें मेरे दिल में
रुख मेरी मोहब्बत ने मेरी जान को है मोड़ा
दिन रात जली हूँ मैं श्रृंगार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी, मैं यार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी, मैं यार की हसरत में

दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार

है फासला कुछ पल का बस सामने है मंजिल
आसान ज़रा कर दे कम कर दे मेरी मुश्किल
दीदार तेरा दीदार
तृष्णा जिंदगी को तू करार अता कर दे
मेरे मौला मुझे अपना तू प्यार अता कर दे
दीदार तेरा दीदार
अब और भला कितना चाहत अजमाएगी
ना जाने तेरी सूरत कब सामने आएगी
दीदार तेरा दीदार
अब टूट चुकी हूँ मैं कहीं हार ना जाऊं मैं
दम ही ना निकल जाए, दिलदार की हसरत में
दम ही ना निकल जाए, दिलदार की हसरत में
दम ही ना निकल जाए, दिलदार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत में
हूँ खुद से बेगानी मैं यार की हसरत में

दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार
दीदार तेरा दीदार, हो जाए बस तेरा दीदार

No comments:

Post a Comment