24 June 2015

Lyrics Of "Dooriyan Bhi Hai Zaroori" From Movie - Break Ke Baad (2010)

Dooriyan Bhi Hai Zaroori
Dooriyan Bhi Hai Zaroori
Lyrics Of Dooriyan Bhi Hai Zaroori From Movie - Break Ke Baad (2010): Rocking love song sung by Vishal Dadlani, Monica Dogra featuring Imran Khan, Deepika Padukone

Singer: Vishal Dadlani, Monica Dogra,
Music: Vishal Shekhar
Lyrics: Prasoon Joshi
Star Cast: Imran Khan, Deepika Padukone, Sharmila Tagore, Shahana Goswami, Yudishtir Urs, Lalitha Dubey, Naveen Nischol.



The video of this song is available on youtube at the official channel T-Series. This video is of 2 minutes 37 seconds duration.


Lyrics of "Dooriyan Bhi Hai Zaroori"


thodi thodi guzre pakad kabhi taaza si hawayein
satte satte se yeh rishte apni baaho ko failaye
mera mann, toh bas gungunana chahe
uska mann, khul ke geet gaana chahe
muskurayo, main woh khilkhilana chahe
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan

zyada nazdikiyo me dooriyo ke hote hain ishaare
lehro ko chakhna na mithi nahi pani hai yeh khaare
love kahe, mere paas tum na aana
door se, accha hai timtamana
varna adh mein hoga dard-e-jaana
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan

main toh aisi baarish hoon
jo teen ki chhat pe kud ke barse
woh kuyar hain dheemi rut ki
baras na paaye chhor ke dar se
dono barse, par sang sang kahan hai
thodi doori se zindagi aasan hai
meri duniya aur uska bhi jahan hai
hai ziddi yeh badi majbooriyan bhi

dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan, yeh dooriyan
dooriyan bhi hai zaroori, bhi hai zaroori
zaroori hai yeh dooriyan


Lyrics in Hindi (Unicode) of "दूरियाँ भी हैं ज़रूरी"


थोड़ी थोड़ी गुज़रे पकड़ कभी ताज़ा सी हवाए
सट्टे सट्टे से ये रिश्ते अपनी बाहों को फैलाए
मेरा मन, तो बस गुनगुनाना चाहे
उसका मन, खुल के गीत गाना चाहे
मुस्कुराओ, मैं वो खिलखिलाना चाहे
हैं जिद्दी ये बड़ी मजबूरियाँ भी
दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ
दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ

ज्यादा नजदीकियों मे दूरियों के होते हैं इशारे
लहरों को चखना ना मीठी नहीं पानी हैं ये खारे
लव कहे, मेरे पास तुम ना आना
दूर से, अच्छा हैं टिमटिमाना
वरना अध मे होगा दर्द-ए-जाना
हैं जिद्दी ये बड़ी मजबूरियाँ भी
दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ
दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ

मैं तो ऐसी बारिश हूँ
जो टीन की छत पे कूद के बरसे
वो कुअर हैं धीमी रुत की
बरस ना पाए छोर के डर से
दोनों बरसे, पर संग संग कहाँ हैं
थोड़ी दुरी से ज़िन्दगी आसान हैं
मेरी दुनिया और उसका भी जहाँ हैं
हैं जिद्दी ये बड़ी मजबूरियाँ भी

दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ
दूरियाँ भी हैं ज़रूरी, भी हैं ज़रूरी
ज़रूरी हैं ये दूरियाँ

No comments:

Post a Comment