1 July 2015

Lyrics Of "Jaana Pehchana (Title Song)" From Movie - Jaana Pehchana (2011)

Jaana Pehchana (Title Song)
Jaana Pehchana (Title Song)
Lyrics Of Jaana Pehchana (Title Song) From Movie - Jaana Pehchana (2011):  A Romantic song sung by Kavita Seth Featuring Sachin Pilgaonkar and Ranjeeta.

Singer: Kavita Seth
Music: Ravindra Jain
Lyrics: Ravindra Jain
Star Cast: Sachin Pilgaonkar, Ranjeeta, Jr Mehmood, Birbal, Pushkar Jog, Vikram Sahu, Neelu Kohli, Madhav Moghe




The Audio of this song is available on Youtube.



 



Lyrics of "Jaana Pehchana (Title Song)"



ek farishta mil gaya hai roop me insaan ke
lage jaana pehchana bin jaan pahchan ke
tera lakh lakh shukriya oye raba meriya
tera lakh lakh shukriya oye raba meriya
ek farishta mil gaya hai roop me insaan ke
lage jaana pehchana bin jaan pehchan ke

maine ek ghayal panchhi pe kitne teer chala diye
uske sadpe jisne mere has kar julm bhula diye
karti rahi mai usse sawalo pe sawal
kya uske dil pe gujari na iska raha khyal
use  kitne de diye gam badle ehsaan ke
ek farishta mil gaya hai roop me insaan ke

itni bulandi chhu kar jisme naam nahi abhimaan ka
bas logo se jikar suna tha aise nek insaan ka
uska fasaana likhu jiski nahi misal
rab ne ye mauka deke mujhe kar diya nihal
use sajde karna chahe dil mera rab maan ke
ek farishta mil gaya hai roop me insaan ke
lage jaana pehchana bin jaan pehchan ke
tera lakh lakh shukriya oye raba meriya
ek farishta mil gaya hai roop me insaan ke


Lyrics in Hindi (Unicode) of "जाना पहचाना (टाइटल सोंग)"



एक फरिस्ता मिल गया है रूप में इंसान के
लगे जाना पहचाना बिन जान पहचान के
तेरा लख लख सुकरिया ओए रब्बा मेरिया
तेरा लख लख सुकरिया ओए रब्बा मेरिया
एक फरिस्ता मिल गया है रूप में इंसान के
लगे जाना पहचाना बिन जान पहचान के

मैंने एक घायल पंछी पे कितने तीर चला दिए
उसके सदपे जिसमे मेरे हंस कर जुल्म भुला दिए
करती रही मैं उस से सवालो पे सवाल
क्या उसके दिल पे गुजरी ना इसका रहा ख्याल
उसे कितने दे दिए ग़म बदले अहसान के
एक फरिस्ता मिल गया है रूप में इंसान के

इतनी बुलंदी छू कर जिसमें नाम नहीं अभिमान का
बस लोगो से जिक्र सुना था ऐसे नेक इंसान का
उसका फ़साना लिखू जिसकी नहीं मिसाल
रब ने ये मौका देके मुझे कर दिया निहाल
उसे सजदे करना चाहे दिल मेरा रब मान के
एक फरिस्ता मिल गया है रूप में इंसान के
लगे जाना पहचाना बिन जान पहचान के
तेरा लख लख सुकरिया ओए रब्बा मेरिया
एक फरिस्ता मिल गया है रूप में इंसान के

No comments:

Post a Comment