18 June 2016

Lyrics Of "Mohe Aaye Naa Jag Se Laaj" From Latest Movie - Cabaret (2016)

 Mohe Aaye Naa Jag Se Laaj
 Mohe Aaye Naa Jag Se Laaj
An item song sung by Neeti Mohan featuring Gulshan Devaiah, Richa Chadda.

Singer: Neeti Mohan
Music: Munish Makhija
Lyrics: Qateel Shifai
Star Cast: Gulshan Devaiah, Richa Chadda, S. Sreesanth.




The video of this song is available on YouTube at the official channel T-Series. This video is of 2  minutes 36 seconds duration.

Lyrics of "Mohe Aaye Naa Jag Se Laaj"


ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
mohe aaye na jag se laaj, mai itna zor se naachi aaj
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye

kuch mujhpe naya joban bhi tha
kuch pyaar ka pagalpan bhi tha
ek palak meri teer bani haaye
ek zulf meri zanjir bani
liya dil sajan ka jeet
liya dil sajan ka jeet, chhede payaliya ne geet
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye

main basi thi jinke sapno me sapno me sapno me
wo ginega ab mujhe apno me
kehti hai meri har angdaayi
main piya ki neend chura laayi
main banke gayi thi chor
main banke gayi thi chor, ke meri payal thi kamzor
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
mohe aaye na jag se laaj, mai itna zor se naachi aaj
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye
ke ghungru tut gaye, ke ghungru tut gaye



Lyrics in Hindi (Unicode) of "मोहे आये ना जग से लाज"


के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
मोहे आये ना जग से लाज, मैं इतना जोर से नाची आज
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए

कुछ मुझपे नया जोबन भी था
कुछ प्यार का पागलपन भी था
एक पलक मेरी तीर बनी हाय
एक ज़ुल्फ़ मेरी ज़ंजीर बनी
लिया दिल साजन का जीत
लिया दिल साजन का जीत, छेड़े पायलियाँ ने गीत
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए

मैं बसी थी जिनके सपनो में सपनो में सपनो में
वो गिनेगा अब मुझे अपनों में
कहती हैं मेरी हर अंगडाई
मैं पिया की नींद चुरा लाई
मैं बनके गई थी चोर
मैं बनके गई थी चोर, के मेरी पायल थी कमज़ोर
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
मोहे आये ना जग से लाज, मैं इतना जोर से नाची आज
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए
के घुंघरू टूट गए, के घुंघरू टूट गए

No comments:

Post a Comment