Amit Bhardwaj on Wednesday, September 15, 2010  Tujko dekha nahi ... mehsoos kiya hai ... maine .. This is my one of  
most loving gazals by Jagjit sing . he sing so well from the dept of his  
heart ... no one ever can sing this better than this . Thanks for  
posting this gazal here . thanks again .
  
Vishal Dhavan on Sunday, September 02, 2012  ae khuda ret ke sehra ko samandar kar de 
 ya chhalakti aanKhoN ko bhi patthar kar de... 
 
 tuJhko dekha nahiN mehsoos kiya hai maine 
 aa kisi din mere ehsaas ka paikar kar de... 
 
 aur kuch bhi muJhe darkaar nahiN hai lekin 
 meri chaadar mere pairoN ke baraabar kar de... 
 
 Album: A Sound Affair, 
 Lyricist: Shahid Meer, 
 Music Director & Singer: Jagjit Singh
  
Manmohan Paul on Sunday, October 14, 2012  Tujhko dekhe nahin .. mehsoos kiya hai maine .. aake kisi din mere ehsaas  
ko sort of justify kar de Aur kuch bhi mujhe darkaar nahin hai  
lekin... meri chaadar ko mere pairon ke braabar kar de . What a beau.  
wordings and such a touchy voice . Truely like balming 'one's' inner  
wounds. GREAT J A G J I T J I . [ghazal king]. Remembering you dis day on  
your heavenly anniversary.
  
Shivali Vaid on Thursday, October 31, 2013  Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Samandar Kar De, Yah Chalakti Huyi Aakho Ko Bhi  
Pathar Kar De, Tujh Ko Dekha Nahi, Mehsus Kiya Hai Maine, Aa Kisi Din Mere  
Ahsaas Ko Paykar Kar De, Aur Kuch Dare Mujhe, Darkar Nahi Hai Lakin, Meri  
Chadar Mere Payro Ke, Barabar Kar De
  
Shivali Vaid on Wednesday, March 05, 2014  Ae khuda ret ke sehra ko samandar kar de 
 Ya chhalakti aankhon ko bhi patthar kar de 
 Tujhko dekha nahin mehsoos kiya hai maine 
 Aa kisi din mere ehsaas ka paikar kar de 
 Aur kuch bhi mujhe darkaar nahin hai lekin 
 Meri chaadar mere pairon ke baraabar kar de
  
Amandeep Singh on Friday, April 24, 2015  Aye Khuda Ret Ke Sehra Ko Samandar Kar De, 
Yah Chalakti Huyi Aaankhono Ko Bhi Patthar Kar De, 
Tujh Ko Dekha Nahi, Mehsoos Kiya Hai Maine, 
Aa Kisi Din Mere Ehsaas Ko Paikar Kar De, 
Aur Kuch Bhi Mujhe, Darkaar Nahi Hai Lekin, 
Meri Chaadar Mere Pairon Ke, Baraabar Kar De. 
 
Oh Lord turn these sand castles into seas, 
Or these weeping eyes turn to stone, 
Never having seen you, I have felt you, 
Come to me some day transform my feelings into substance, 
There is no other thing, that I lack, 
My shroud let it measure up to my feet.
  
Raheela Rajesh on Monday, November 09, 2015  no comments
  
no22sill on Sunday, November 22, 2015  But there's no khuda. Jo karna hai khud se hi karna hai.. Nahin bhi kara  
tab bhi just experience life.. Life is what happens to you when you're busy  
making other plans
  
 |