Video of "Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me" from YouTube
Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me Video Thumbnail
Advertisement
Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me - आ जा खड़ी हूँ तेरी राहों में
Lyrics of Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me - आ जा खड़ी हूँ तेरी राहों में
aaja aaja kahdi hu teri raaho me
aaja aaja kahdi hu teri raaho me
mere sathi kahan hain tu
meri duniya kahan hain tu
aaja aaja kahdi hu teri raaho me
mere sathi kahan hain tu
meri duniya kahan hain tu
aaja aaja

jalti saanse tapte aansu
dil hain bojhal bojhal
aankho me chha gaya andhera
jaise hua tu ojhal
mujhko le le tu palko ki chhav me
mujhko le le tu palko ki chhav me
mere sathi kahan hain tu
meri duniya kahan hain tu
aaja aaja

pyar ke badle pyar milega
ye masum yaki tha
phul bhi angare bante hain
ye malum nahi tha
maine aankhe bichhayi hain raaho me
maine aankhe bichhayi hain raaho me
mere sathi kahan hain tu
meri duniya kahan hain tu
aaja aaja

kitna hasi aagaze mohabbat
jiska hain ye anjaam
jalne lage hain honth bhi mere
le lekar tera naam
dil na tute mohabbat ki raaho me
dil na tute mohabbat ki raaho me
mere sathi kahan hain tu
meri duniya kahan hain tu
aaja aaja
lyrics of song Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me
Poetic Translation - Lyrics of Aa Ja Khadi Hu Teri Raho Me - आ जा खड़ी हूँ तेरी राहों में
Come, come, I stand upon your roads,
Come, come, I stand upon your roads.
Where are you, my companion?
Where are you, my world?
Come, come, I stand upon your roads.
Where are you, my companion?
Where are you, my world?
Come, come.

Burning breaths, searing tears,
The heart, heavy, heavy.
Darkness has fallen in my eyes,
As you have vanished from sight.
Take me, take me into the shade of your eyelids,
Take me, take me into the shade of your eyelids.
Where are you, my companion?
Where are you, my world?
Come, come.

Love for love, I believed,
Such innocent trust.
That flowers could become embers,
I did not know.
I have spread my eyes on the paths,
I have spread my eyes on the paths.
Where are you, my companion?
Where are you, my world?
Come, come.

How beautiful the beginning of love,
Whose end is this?
My lips also begin to burn,
As I utter your name.
May the heart not break on the roads of love,
May the heart not break on the roads of love.
Where are you, my companion?
Where are you, my world?
Come, come.

Aaja Sanam (1975) - Movie Details
Film CastFeroz Khan, Tanuja, Deven Verma, Mukri, Sulochana Chatterjee, Bipin Gupta, Indu Shivraj SingerAsha Bhosle, Usha Timothy, Mohammed Rafi, Usha Khanna LyricistIndeevar, M K Javed, Kafil Azar Music ByUsha Khanna DirectorYusuf Naqvi External LinksAaja Sanam at IMDB       Movie at YTAaja Sanam at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement