Video of "Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha" from YouTube
Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha Video Thumbnail
Advertisement
Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha - आ मेरी जान मैं खड़ी हूँ यहाँ
Lyrics of Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha - आ मेरी जान मैं खड़ी हूँ यहाँ
aa meri jaan aa meri jaan mai khadi hu yaha
haay teri najar bhatakti hai kaha
aa meri jaan mai khadi hu yaha
haay teri najar bhatakti hai kaha aa meri jaan

rut judayi ki ankho me chayi hai
milan ka mausam o kaha kho gaya
ab to jee bhar ke dekh le jee bhar ke
aur bichad gaye hum, ye kya ho gaya
rah gayi pyar ki adhuri dasta
aa meri jaan mai khadi hu yaha
aur teri najar bhatakti hai kaha aa meri jaan

kabhi bahakti hu kabhi sambhalti hu
mathe se bindiya bhi gire chut ke
tut gaya sapna koi nahi apna
chal diya sathi o mujhe lut ke
gayi bahar rah gaya sulagta hua aasihyan
aa meri jaan mai khadi hu yaha
aur teri najar bhatakti hai kaha aa meri jaan

mujhe lage aise koi nayan jaise
chupe andhere me nihare mujhe
jaise koi dushman jaise koi khatim
baho ke ghere me pukare mujhe
raat hai mai hu aur ye suni vadiya
aa meri jaan mai khadi hu yaha
haay teri najar bhatakti hai kaha
aa meri jaan aa meri jaan
aa meri jaan aa meri jaan
lyrics of song Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha
Poetic Translation - Lyrics of Aa Meri Jaan Main Khadi Hu Yaha - आ मेरी जान मैं खड़ी हूँ यहाँ
My love, oh my love, I stand rooted here,
Your gaze, where does it wander, filled with fear?
My love, oh my love, I stand rooted here,
Your gaze, where does it wander, filled with fear, my love?

The season of parting paints the eyes,
Where has the season of union flown?
Now, gaze your fill, with all your might,
And yet, we part, what has been sown?
An unfinished tale of love remains,
My love, oh my love, I stand rooted here,
Your gaze, where does it wander, filled with fear, my love?

Sometimes I falter, sometimes I mend,
The bindi slips, falls from my brow.
A shattered dream, no one is mine,
He walked away, leaving me somehow.
The spring departed, a smoldering home remains,
My love, oh my love, I stand rooted here,
Your gaze, where does it wander, filled with fear, my love?

It feels as though some eyes, unknown,
Watch me hidden in the dark.
Like an enemy, a cruel one,
Calling to me in embrace's mark.
Night descends, I, and these desolate plains,
My love, oh my love, I stand rooted here,
Your gaze, where does it wander, filled with fear,
My love, oh my love,
My love, oh my love,
My love, oh my love.

Goonj (1974) - Movie Details
Film CastRakesh Roshan, Reena Roy, Mahendra Sandhu, Hiralal, Bindu, Lalita Pawar, Kader Khan SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByR. D. Burman DirectorS U Syed External LinksGoonj at IMDB      Goonj at Wikipedia Movie at YTGoonj at YT    Goonj at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement