Video of "Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log" from YouTube
Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log Video Thumbnail
Advertisement
Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log - आईना देख के मुस्कुराते है लोग
Lyrics of Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log - आईना देख के मुस्कुराते है लोग
aaina dekh ke muskurate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
dekh taswir apni itrate hai log
dekh taswir apni itrate hai log
fitrat kartuto ki yaad aati ho jab
fitrat kartuto ki yaad aati ho jab
ruh me jhakne se katrate hai log
ruh me jhakne se katrate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log

jhuth ki chamak me kho jate hai log
aur sach ki parchhayi se dar jate hai log
jhuth ki chamak me kho jate hai log
aur sach ki parchhayi se dar jate hai log
achha wakat kar lege apne naam
achha wakat kar lege apne naam
aur bure wakat kismat par rote hai log
aur bure wakat kismat par rote hai log
aaina dekh ke muskurate hai log

karte hai sazda gairo aram ka
insaniyat kitni nibhate hai log
karte hai sazda gairo aram ka
insaniyat kitni nibhate hai log
achhe wakat milege aa aa kar
achhe wakat milege aa aa kar
bure wakat dur se hath hilate hai log
bure wakat dur se hath hilate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log

munh se ratte hai ram ka naam fir
aastin me khanjar kyu chhipate hai log
munh se ratte hai ram ka naam fir
aastin me khanjar kyu chhipate hai log
gairo se milakar hath dost sa
gairo se milakar hath dost sa
apno ko barbad kyu karate hai log
apno ko barbad kyu karate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
dekh taswir apni itrate hai log
fitrat kartuto ki yaad aati ho jab
ruh me jhakne se katrate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
aaina dekh ke muskurate hai log
lyrics of song Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log
Poetic Translation - Lyrics of Aaina Dekh Ke Mushkurate Hai Log - आईना देख के मुस्कुराते है लोग
Mirrors reflect smiles, a practiced facade,
They preen at their portraits, a self-made charade.
When deeds of their nature, the shadows arise,
They shrink from their souls, where true darkness lies.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.

Lost in the shimmer of falsehood they roam,
From truth's stark reflection, they flee far from home.
They seize the good fortune, and claim it as theirs,
Then weep at misfortune, and curse their lost prayers.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.

They bow to false idols, with fervor and might,
How little of kindness do they bring to light?
Fair weather companions, they'll greet you with glee,
But when storms gather near, they'll wave distantly.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.

With "Ram" on their tongues, a divine refrain,
Why hide daggers close, to inflict cruel pain?
With strangers they clasp hands, in friendship's embrace,
While kindred spirits, they readily erase.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade,
They preen at their portraits, a self-made charade.
When deeds of their nature, the shadows arise,
They shrink from their souls, where true darkness lies.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.
Mirrors reflect smiles, a practiced facade.

Kuchh Aur Nahin (2013) - Movie Details
SingerSuresh Wadkar, Shyam Kshirsagar, Prajakta Teni, Vishakha Potdar, Manoj Desai, Dilip Bhadgaonkar LyricistUday Potdar Music ByPundalik Kolhatkar, Shyam Kshirsagar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement