Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aaj Ghar Nahi Jaana - आज घर नहीं जाना
na naina maane naina maane na
maane kehna ji re
jag jag saari raat aash na bhi re
aisi aadat lag gayi hai
ek kasak si jag gayi hai
ishq ki toone jo dhun hai sunayi
oo piya re o piya re
kaid tujhmein yeh jiya re
na mile mujhko kabhi bhi rihaai
yeh duniya jal jaaye jal jaave
badan yeh nach nach ke thak jaave
subah tak ankhiyon ko neend na aave
aaj ghar nahi jaana
yeh duniya jal jaaye jal jaave
badan yeh nach nach ke thak jaave
subah tak ankhiyon ko neend na aave
aaj ghar nahi jana
dil yeh mera tujhmein dhadke
main chalun teri saans banke
farak koyi bhi nahi kar paave
tu hai meri main hoon tera
bas yahi hai khwaab mera
hai dua bas tu mujhe mil jaave
yeh duniya jal jaaye jal jaave
badan yeh nach nach ke thak jaave
subah tak ankhiyon ko neend na aave
aaj ghar nahi jana
yeh duniya jal jaaye jal jaave
badan yeh nach nach ke thak jaave
subah tak ankhiyon ko neend na aave
aaj ghar nahi jaana aaj ghar nahi jaana
na naina maane naina maane na
maane kehna ji re
jag jag saari raat aash na bhi re