Video of "Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera" from YouTube
Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera Video Thumbnail
Advertisement
Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera - आज खुशी से झूम रहा सारा परिवार तेरा
Lyrics of Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera - आज खुशी से झूम रहा सारा परिवार तेरा
deke duaaye mamta ki mai tera daman bhar du
apne jiwan ka ek ek pal tujhko arpan kar du

aaj khushi se jhum raha sara pariwar tera
sara pariwar tera meri dua hai sada
meri dua hai sada rahe sukh se sansar tera
aaj khushi se jhum raha sara pariwar tera
sara pariwar tera meri dua hai sada
meri dua hai sada rahe sukh se sansar tera

dunia ki phulwari me tu banke phul khile
dunia ki phulwari me tu banke phul khile
jo sukh mujhko mila nahi hai
wo sukh tujhko mile teri khushiya mangu
itna hai adhikar mera itna hai adhikar mera
meri dua hai sada meri dua hai sada
rahe sukh se sansar tera

mata pita ki sewa se shri ram ji bane mahan
mata pita ki sewa se shri ram ji bane mahan
dunia ne insan se unko bana diya bhagwan
itni sewa karna jag me ho satkar tera
jag me ho satkar tera meri dua hai sada
meri dua hai sada rahe sukh se sansar tera
lyrics of song Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera
Poetic Translation - Lyrics of Aaj Khushi Se Jhum Raha Sara Parivaar Tera - आज खुशी से झूम रहा सारा परिवार तेरा
I shall fill your days with a mother's blessing,
Each moment of my life, to you addressing.

Your family dances, joy in every face,
My prayer for you, a constant grace.
My prayer, a world of joy for you to embrace,
Your family dances, joy in every place.
My prayer for you, a constant grace,
My prayer, a world of joy, a joyful space.

Bloom like a flower in the world's sweet garden,
Bloom like a flower, never to be forgotten.
May joys I never knew, be yours to keep,
I ask for your happiness, while I gently weep,
My right to hope, my right to keep,
My prayer, a constant grace, so deep.
My prayer, a world of joy for you to reap.

Through parents' service, Ram attained such height,
Through parents' service, bathed in purest light.
From mortal man, they raised him to the divine,
May your service in the world so brightly shine.
May your service in the world be truly fine,
My prayer, a constant grace, forever thine,
My prayer, a world of joy, your life to entwine.

Santan (1976) - Movie Details
Film CastJeetendra, Rekha, Ashok Kumar, Nirupa Roy, Bindu, Utpal Dutt, Johny Walker, Satyen Kappu SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Mukesh LyricistHasrat Jaipuri Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorMohan Sehgal ProducerMohan Sehgal External LinksSantan at IMDB       Movie at YTSantan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement