Video of "Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati" from YouTube
Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati Video Thumbnail
Advertisement
Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati - आज की रात ये कैसी रात के हमको नींद नहीं आती
Lyrics of Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati - आज की रात ये कैसी रात के हमको नींद नहीं आती
aaj ki raat yeh kaisi rat ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati
aaj ki raat yeh kaisi rat ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati aaj ki raat

aye yeh aaj tumhe kya ho gaya hai uff to apne dil ko samjao na
machal utha yeh dil nadan bada jiddi badi mushkil
machal utha yeh dil nadan bada jiddi badi mushkil
khuda ko bhi manalu mai magar mane na rutha dil
tumhi dekho karo koi baat ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati aaj ki raat

suno meri ek bat manoge manoge na tumhe andhere me
neend nahi aati to to mai roshni kiye deti hu
andhera hai to rehne do mujjasim chandni ho tum
andhera hai to rehne do mujjasim chandni ho tum
laajjaye roshni tumse ke aisi roshni ho tum
na seene se hatao hath ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati aaj ki raat

mile ho dil chhida ho jab koi rangeen afsana
mile ho dil chhida ho jab koi rangeen afsana
sulane maut bhi aaye to mai keh dunga phir aana
abhi to tum ho mere sath ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati
aaj ki raat yeh kaisi raat ke hamko neend nahi aati
meri jaan aao baitho paas ke hamko neend nahi aati
lyrics of song Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati
Poetic Translation - Lyrics of Aaj Ki Raat Ye Kaisi Raat Ke Humko Nind Nahi Aati - आज की रात ये कैसी रात के हमको नींद नहीं आती
What night is this, that steals my sleep away?
My love, draw near, and by my side, stay.
What night is this, that steals my sleep away?
My love, draw near, and by my side, stay. Tonight.

What ails you, heart? Hush this restless plea.
Tame your wild heart, so stubborn, hard to see.
Tame your wild heart, so stubborn, hard to see.
I'd plead with God, but if it won't be,
Then speak, and find a way, I pray, for sleep escapes my keep.
My love, draw near, and by my side, stay. Tonight.

Hear now, my love, will you heed my words, my dear?
If sleep deserts you, let me bring light near.
If sleep deserts you, let me bring light near.
Let darkness stay, for you, my moon, appear.
Let darkness stay, for you, my moon, appear.
Light itself is shy, compared to you, so clear.
Remove your hand from my breast, for sleep escapes my keep.
My love, draw near, and by my side, stay. Tonight.

You've met my heart, a vibrant tale begun.
You've met my heart, a vibrant tale begun.
If death itself arrives, I'll say, "Come, be done,
Come back another day."
For now, you are with me, for sleep escapes my keep.
For now, you are with me, for sleep escapes my keep.
What night is this, that steals my sleep away?
My love, draw near, and by my side, stay.

Aman (1967) - Movie Details
Film CastRajendra Kumar, Saira Banu, Chetan Anand, Omprakash, Balraj Sahni, Sunder, Chand Usmani, Sajjan, Daya Devi, Suresh SingerLata Mangeshkar, Saira Banu, Mohammed Rafi LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorMohan Kumar ProducerMohan Kumar External LinksAman at IMDB       Movie at YTAman at YT    Aman at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement