Video of "Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.
We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe - आज पहली पहली बार किया हमने तुम्हें
Lyrics of Aaj Pehli Pehli Baar Kiya Hamne Tumhe - आज पहली पहली बार किया हमने तुम्हें
aaj pahli pahli baar
aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar
aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar
zindagi bhar hamara khayal rakhna
zindagi bhar hamara khayal rakhna
aaj pahli pahli baar kiya hamne tumhe pyar
tumhe pyar ki kasam
tumhe pyar ki kasam ruke jab kahi kadam
badhke dena sahara khayal rakhna
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
tumse ho tumse ye iltza hai meri
dekho khafa na ho jana
dil ka ha dil ka karar banke rahna
dil se juda na ho jana
wada karo ab na kahi jaaoge
wada karo ab na kahi jaaoge
chhod kar ha chhod kar besahara khyal rakhna
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
aaj pahli pahli bar kiya hamne tumhe pyar
chahe ho chahe jamana chute
par ye daman kabhi na chutega
tute ha tute har ek nata
dil ka nata kabhi na tutega
tumhe chaha tumhe chahe jayenge
tumhe chaha tumhe chahe jayenge
ye karam hai ha karam hai tumhara khayal rakhna

Shera Daku (1966) - Movie Details
Film CastSheikh Mukhtar, Nishi, Randhwa, Sunder, Kamran, Kumkum, Rajan Kapoor
SingerAsha Bhosle, Suman Kalyanpur, Usha Mangeshkar, Lata Mangeshkar
LyricistNoor Devasi, Asad Bhopali
Music ByGanesh
DirectorRadhakant
External LinksShera Daku at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films