Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aaja Aaja Ae Jaane Tamanna (Part 2) - आजा आजा ऐ जाने तमन्ना
aaja, ae jane tamanna aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
aa bhi ja, aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
aa kasro mahal sab chhod ke aa
diwar haram ki tod ke aa
har shay se gujar, duniya se na dar
kya chiz hai duniya, aa bhi ja
aa bhi ja, aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja
mana ke ye dil diwana hai
jab pyar pukare aana hai
mana ke ye dil diwana hai
jab pyar pukare aana hai
ye pyar tera, ye pyar mera
ho jaye na ruswa, aa bhi ja
aa bhi ja, aa bhi ja
ae jane tamanna aa bhi ja