Video of "Aaja Ke Meri Jaan Ko Karar Nahi Hai" from YouTube
Advertisement
Aaja Ke Meri Jaan Ko Karar Nahi Hai - आजा के मेरी जान को करार नहीं हैं
SingerAsha Bhosle, Mohammed Aziz
Music byKhayyam
LyricistNaqsh Lyallpuri
MovieParbat Ke Us Paar (1988)
Lyrics of Aaja Ke Meri Jaan Ko Karar Nahi Hai - आजा के मेरी जान को करार नहीं हैं
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
puchhe koi ke khab-e-tamanna ka kya hua
rang-e-heena me khun hai dil ka mila hua
aankho ko aansuo par ikhtiyar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
zakhmo ki aag me hai teri aag ka dhua
tu dur hai nigah se dil se juda kahan
dil tujhko phul deta gunhegar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
tu hi bata ke rasme wafa tod du
kya rashmi kafan ke liye tujhko chhod du
itna bhi zindagi se mujhe pyar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
manzil mujhe hayat ki pane se rok le
jo mujhko tera sath nibhane se rok le
itni buland raah ki diwar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
puchhe koi ke khab-e-tamanna ka kya hua
rang-e-heena me khun hai dil ka mila hua
aankho ko aansuo par ikhtiyar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
zakhmo ki aag me hai teri aag ka dhua
tu dur hai nigah se dil se juda kahan
dil tujhko phul deta gunhegar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
tu hi bata ke rasme wafa tod du
kya rashmi kafan ke liye tujhko chhod du
itna bhi zindagi se mujhe pyar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
manzil mujhe hayat ki pane se rok le
jo mujhko tera sath nibhane se rok le
itni buland raah ki diwar nahi hai
tere siwa kisi ka intzaar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
aaja ke meri jaan ko karar nahi hai
Poetic Translation - Lyrics of Aaja Ke Meri Jaan Ko Karar Nahi Hai - आजा के मेरी जान को करार नहीं हैं
Come, for my soul finds no solace,
Come, for my soul finds no solace,
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Ask, what of dreams desired, what became?
In henna's hue, my heart's blood, a flame.
My eyes, their weeping, I cannot trace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
In wounds of fire, your fire's smoke ascends,
Though far from sight, from heart, no end.
My heart gives flowers, no sin I embrace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Tell me, should I break faith's ancient art?
For silken shroud, would I tear us apart?
Such love for life, within me, I place.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Let life's goal keep me from your side,
Or bar me from you, my only guide,
No wall so high, to bar my pace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace,
Come, for my soul finds no solace.
Come, for my soul finds no solace,
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Ask, what of dreams desired, what became?
In henna's hue, my heart's blood, a flame.
My eyes, their weeping, I cannot trace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
In wounds of fire, your fire's smoke ascends,
Though far from sight, from heart, no end.
My heart gives flowers, no sin I embrace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Tell me, should I break faith's ancient art?
For silken shroud, would I tear us apart?
Such love for life, within me, I place.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace.
Let life's goal keep me from your side,
Or bar me from you, my only guide,
No wall so high, to bar my pace.
None do I await, save your embrace.
Come, for my soul finds no solace,
Come, for my soul finds no solace.
Parbat Ke Us Paar (1988) - Movie Details
Film CastAbhinav Chaturvedi, Lubna, Rakesh Bedi, Bharat Kapoor, Yunus Parvez, Avtar Gill
SingerAsha Bhosle, Mohammed Aziz, Anup Jalota, Suresh Wadkar, Shabbir Kumar
LyricistNaqsh Lyallpuri, Nida Fazli
Music ByKhayyam
DirectorRaman Kumar
ProducerAnand Prakash
External LinksParbat Ke Us Paar at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

