Video of "O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja" from YouTube
O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja Video Thumbnail
Advertisement
O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja - ओ राजा आजा आजा मेरे पास आजा
Lyrics of O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja - ओ राजा आजा आजा मेरे पास आजा
o raaja aaja aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

lagta hai saare badan mein meetha zehar chad rha hai
kehna nahi tha ye tujhse kehna magar pad rha hai
aise mein chhod ke na ja aise mein chhod ke na ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

dheere se iss pyaase dil ki, pyaas kuchh aur badh gayi hai
ya to koyi rog lag gaya hai, ya tujhase aankh lad gayi hai
naino se nain mila ja, naino se nain mila ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja

kuchh ho gaya to tere sar pe iljaam hoga
main mar gayi to sabke lab pe tera naam hoga
chhup ja iss dil mein sama ja, chhup ja iss dil mein sama ja
roopnagar ki main raani, prem nagar ka tu raaja ho raaja ho raaja
aaja mere paas aaja, aaja mere paas aaja
lyrics of song O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja
Poetic Translation - Lyrics of O Raaja Aaja Aaja Mere Paas Aaja - ओ राजा आजा आजा मेरे पास आजा
O King, come, come to me, come close to me, come
I am queen of Form, you are king of Love, O King, O King
Come to me, come close to me, come
I am queen of Form, you are king of Love, O King, O King
Come to me, come close to me

Sweet poison seems to climb my every limb
I shouldn't say this, yet I must, though dim
Don't leave me now, don't leave me now
I am queen of Form, you are king of Love, O King, O King
Come to me, come close to me

Slowly, the thirst of this parched heart grows deeper
Either a sickness has taken hold, or my eyes have met your keeper
Meet my eyes, meet my eyes
I am queen of Form, you are king of Love, O King, O King
Come to me, come close to me

If something happens, blame will be on your head
If I die, your name will be whispered, left unsaid
Hide in this heart, reside within, hide in this heart, reside within
I am queen of Form, you are king of Love, O King, O King
Come to me, come close to me, come

Hum Dono (1985) - Movie Details
Film CastRajesh Khanna, Hema Malini, Reena Roy, Johny Walker, Mukri, Jagdeep, Mahavir Shah SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar LyricistAnand Bakshi Music ByR D Burman DirectorB S Glaad ProducerTony Glaad External LinksHum Dono at IMDB      Hum Dono at Wikipedia Movie at YTHum Dono at YT    Hum Dono at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement