Video of "Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai" from YouTube
Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai Video Thumbnail
Advertisement
Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai - आना है तो चले आओ सुहानी शाम है
Lyrics of Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai - आना है तो चले आओ सुहानी शाम है
aana hai to chale aao suhaani shaam hai
aise me aapse dil ko jaruri kaam hai
hamko bhi to kasam le lo kaha aaram hai
pahlu me dard hai lab pe tumhaara naam hai

itna hi tumse hamko tha kahna
dil me samaana dil hi me rahna
itna hi tumse hamko tha kahna
dil me samaana dil hi me rahna
is dil ko tumse yahi kaam hai
aana hai to chale aao suhaani shaam hai
aise me aapse dil ko jaruri kaam hai

hai dali-daali ulfat ki maala
rango me duba phulo ka pyaala
hai dali-daali ulfat ki maala
rango me duba phulo ka pyaala
jaise mohabbat ka ik jaam hai
hamko bhi to kasam le lo kaha aaram hai
pahlu me dard hai lab pe tumhaara naam hai

halka sa ab to karke ishaara
dubte hue ko dena sahaara
halka sa ab to karke ishaara
dubte hue ko dena sahaara
teri hi najro ka ye kaam hai
aana hai to chale aao suhaani shaam hai
aise me aapse dil ko jaruri kaam hai
hamko bhi to kasam le lo kaha aaram hai
pahlu me dard hai lab pe tumhaara naam hai
lyrics of song Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai
Poetic Translation - Lyrics of Aana Hai To Chale Aao Suhaani Shaam Hai - आना है तो चले आओ सुहानी शाम है
Come, if you must, the evening's soft embrace,
My heart demands a meeting in this space.
By my own soul, tell me, where is peace?
In my side, a pain, your name upon my lips, a release.

All I wished to say, and no more,
To dwell within my heart's core,
To dwell within my heart's core,
This is the only task this heart implores.
Come, if you must, the evening's soft embrace,
My heart demands a meeting in this space.

Love's garland, on every bough entwined,
A goblet of flowers, in colors enshrined,
Love's garland, on every bough entwined,
A goblet of flowers, in colors enshrined,
Like love's own, intoxicating rhyme.
By my own soul, tell me, where is peace?
In my side, a pain, your name upon my lips, a release.

With a gentle signal, now, bestow,
Help the drowning, as their life starts to flow.
With a gentle signal, now, bestow,
Help the drowning, as their life starts to flow.
This task, only your eyes can know.
Come, if you must, the evening's soft embrace,
My heart demands a meeting in this space.
By my own soul, tell me, where is peace?
In my side, a pain, your name upon my lips, a release.

Taxi Stand (1958) - Movie Details
Film CastChandrashekhar, Anita Guha, Manju, Sunder, Om Parkesh, Rajan Haksar, Tun Tun SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Geeta Dutt, Usha Mangeshkar LyricistMajrooh Sultanpuri Music ByChitragupt DirectorG Jagirdaar External LinksTaxi Stand at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement