Video of "Aankh Milaye Na Muskuraye Na" from YouTube
Aankh Milaye Na Muskuraye Na Video Thumbnail
Aankh Milaye Na Muskuraye Na - आँख मिलाये ना मुस्कुराये ना
Lyrics of Aankh Milaye Na Muskuraye Na - आँख मिलाये ना मुस्कुराये ना
aankh milaaye na muskuraaye na muskuraaye na
mera yaar bada sharmeela mera yaar bada sharmeela
door bhi jaaye na paas bhi aaye na paas bhi aaye na
kyu ki pyar bada sharmila mera yaar bada sharmila
zulfon se ghooghat ka kaam le aise ka kya koyi naam le
aise ka kya koyi naam le neend churaaye na
chain udhaaye na hai dildaar bada sharmila

har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain
har gam ki koi dwa hain darde dil to chiz kya hain
roz batye na jaan bachaye na hain bimaar bda sharmila
mera yaar bada sharmeela honton pe inkaar sa hai
nazron mein ikraar sa hai nazron mein ikraar sa hai
saaf bataaye na saaf chhupaaye na
saaf chhupaaye na hai izhaar bada sharmila
mera yaar bada sharmila aankh milaaye na
muskuraaye na muskuraaye na
mera yaar bada sharmila mera yaar bada sharmila
lyrics of song Aankh Milaye Na Muskuraye Na
Poetic Translation - Lyrics of Aankh Milaye Na Muskuraye Na - आँख मिलाये ना मुस्कुराये ना
He won't meet my gaze, won't smile, not even a trace,
My love, so shy, in time and space.
He won't leave, nor come close to my face,
For love itself is shy in this place.

With locks he veils, a secret concealed,
What name to give, what truth revealed?
He steals my sleep, my rest is now frail,
My beloved, shy, his spirit will sail.

For every sorrow, a remedy found,
What then is heartache, on hallowed ground?
He won't tell me, though my life he's bound,
My lover, shy, a sickness profound.

On his lips, denial, a whispered plea,
In his eyes, a promise, for you and me,
He won't be clear, hides it carefully,
My declaration, shy, for all to see.
He won't meet my gaze, won't smile, not even a trace,
My love, so shy, in time and space.

Milan Ki Raat (1967) - Movie Details
Film CastSanjay Khan, Sharmila Tagore, Sulochana, Shyama, Helen, Chand Usmani SingerLata Mangeshkar, Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mukesh LyricistAnand Bakshi Music ByLaxmikant Pyarelal DirectorR Bhattacharya External LinksMilan Ki Raat at IMDB       Movie at YTMilan Ki Raat at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films