Video of "Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan" from YouTube
Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan Video Thumbnail
Advertisement
Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan - आँखों में दिल है, होंठो पे जान
Lyrics of Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan - आँखों में दिल है, होंठो पे जान
tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan

sunsaan raaho pe aankhe bichhaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
sine me laakho armaa chhupaaye
dil ko bhulaave deti rahi par
dil ko bhulaave deti rahi par
tumko na aana tha tum na aaye
mitne lage manjil ke nishaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan

puchha hai maine shaam-o-sahar se
viraaniyo ki ujdi najar se
viraaniyo ki ujdi najar se
meri pukaare, meri pukaare
maayus ho kar takrake lauti divaar-o-dar se
tum kahaan, tum kahaan

chup hai jamin chup aasmaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan, tum kahaan
aankho me dil hai, hontho pe jaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
tum kahaan ho tum kahaan
lyrics of song Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan
Poetic Translation - Lyrics of Aankho Me Dil Hai, Hontho Pe Jaan - आँखों में दिल है, होंठो पे जान
Where are you, where?
Heart in my eyes, life on my lips, I swear.
Where are you, where? Where are you?
Heart in my eyes, life on my lips, I swear.

Eyes paved the desolate path,
Concealing a million hopes in my heart's aftermath.
Concealing a million hopes in my heart's aftermath,
My heart, it kept deceiving, deceiving,
My heart, it kept deceiving, deceiving,
But you were not to come, you never came.
The marks of the destination are fading in vain.
Where are you, where? Where are you?
Heart in my eyes, life on my lips, I swear.

I've questioned the evening and the dawn,
From the barren wastes, a broken gaze withdrawn.
From the barren wastes, a broken gaze withdrawn,
My calls, my desperate cries,
Returned hopeless, echoing from door to door.
Where are you, where? Where are you?

The earth is silent, the sky holds its breath.
Where are you, where? Where are you?
Heart in my eyes, life on my lips, I swear.
Where are you, where?
Where are you, where? Where are you?
Heart in my eyes, life on my lips, I swear.
Where are you, where?
Where are you, where?
Where are you, where?

Naaz (1954) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Nalini Jaywant, Veena, Nawab, Tiwari, Murad SingerLata Mangeshkar, Meena Kapoor LyricistSafdar Aah, Kedar Sharma, Satyendra Athaiya, Prem Dhawan Music ByAnil Biswas DirectorS K Ojha External LinksNaaz at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement