Video of "Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein" from YouTube
Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein Video Thumbnail
Advertisement
Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein - आँसू तो नहीं हैं आँखों में
Lyrics of Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein - आँसू तो नहीं हैं आँखों में
aansu toh nahee hain aankho me
pahalu me magar dil jalta hai dil jalta hai
bundo pe lahu hai hasarat kaa
jigar par aara sa chalta hai dil jalta hai

jaag uthata hai jab gam kya kahiye
uss wakt kaa aalam kya kahiye
jis raat gaye dhire dhire
jab koi kaleja malta hai dil jalta hai

ae dard-e-jigar ye baat hai kya
ye aap hi apni raat hai kya
hoti hai kasak har dhadkan me
har sans liye khanjar chalta hai
dil jalta hai

ham haar gaye hai tere gam se
dekha hi nahi jata hamse
jalta hai patanga jab koi
aur shamma kaa aansu
dhalta hai dil jalta hai
lyrics of song Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein
Poetic Translation - Lyrics of Aansoo To Nahin Hai Aankhon Mein - आँसू तो नहीं हैं आँखों में
No tears reside within these eyes,
Yet fire consumes the heart's hidden guise.
Upon the drops, a longing bleeds,
A saw within the spirit's reeds,
The heart ablaze.

When sorrow stirs, a dawn unfurls,
What words can speak of how the world
Unravels slow, in shadows deep,
Where solace found, the secrets keep,
The heart ablaze.

Oh, pain that gnaws the liver's core,
Is this your night forevermore?
A throb of ache in every beat,
Each breath a blade, the soul to meet,
The heart ablaze.

We yield to grief, its bitter sting,
The sight of it, our spirits wring.
When moth consumes the candle's grace,
And tears of light begin to chase,
The heart ablaze.

Daera (1953) - Movie Details
Film CastNasir Khan, Meena Kumari, Pratima Devi, Roopmala, Jankidas, Kumar, Kammo, Nana Palsikar, N A Ansari SingerAsha Bhosle, Mubarak Begum, Talat Mahmood LyricistMajrooh Sultanpuri, Kaif Bhopali Music ByJamal Sen DirectorKamal Amrohi External LinksDaera at IMDB       Movie at YTDaera at YT    Daera at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement