Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aansu Na Bahana - हर एक कदम सोच के इस राह पे उठाना
har ek kadam soch ke is rah pe uthana
har ek kadam soch ke is rah pe uthana
garibo ko rulana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
dhokhe se hai bharpur ye bedard jamana
dhokhe se hai bharpur ye bedard jamana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
rone se tere kis ko taras aayega nadan
is julm bhari duniya me jina nahi aasan
is julm bhari duniya me jina nahi aasan
dastur hai duniya ka garibo ko rulana
garibo ko rulan
dastur hai duniya ka garibo ka rulana
garibo ko rulana
dhokhe se hai bharpur ye bedard jamana
dhokhe se hai bharpur ye bedard jamana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
aansu na bahana kabhi aansu na bahana
aansu