Video of "Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir" from YouTube
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir Video Thumbnail
Advertisement
Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir - आपकी खातिर मेरे दिल का जहाँ है हाज़िर
Lyrics of Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir - आपकी खातिर मेरे दिल का जहाँ है हाज़िर
aapki khatir mere dil ka jaha hai haazir
aapki khatir mere dil ka jaha hai haazir
apne sare arman
apne sare arman kar du main zaahir
kar du main zaahir
aapki khatir mere dil ka jaha hai haazir
apne sare arma kar du main zaahir
kar du main zaahir

ishq bhi kya chiz hai isme hosh rehta nahi
ye to hai silsila chaino sukun ka
dil ke junun ka, aafri
ishq bhi kya chiz hai isme hosh rehta nahi
ye to hai silsila chaino sukun ka
dil ke junun ka, aafri
aapki baato se, mulakato se khayalo se
huwa main huwa bada hi mudasir
aapki khatir mere dil ka jaha hai haazir
apne sare arma kar du main zaahir
kar du main zaahir
aapki khatir, aapki khatir

kabhi kabhi to hoti hai yaha mukammal aashiqi
kayi karwatein legi ye zindagi badle na nazar aapki
kabhi kabhi to hoti hai yaha mukammal aashiqi
kayi karwatein legi ye zindagi badle na nazar aapki
aapko bataau kaise, yaara samjhau kaise
sath aisa milega na phir
aapki khatir mere dil ka jaha hain haazir
apne sare arma kar du main zaahir
kar du main zaahir
aapki khatir mere dil ka jaha hain haazir
apne sare arma kar du main zaahir
kar du main zaahir

lyrics of song Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir
Poetic Translation - Lyrics of Aap Ki Khatir Mere Dil Ka Jahan Hai Haazir - आपकी खातिर मेरे दिल का जहाँ है हाज़िर
For you, my heart's world, it bows,
For you, my heart's world, it bows.
All my desires, all my dreams,
I lay them bare,
I lay them bare.
For you, my heart's world, it bows.
All my desires, all my dreams,
I lay them bare,
I lay them bare.

Love, a force that steals all sense,
A flowing stream of peace, of calm,
Of heart's wild dance, divine.
Love, a force that steals all sense,
A flowing stream of peace, of calm,
Of heart's wild dance, divine.
Your words, your touch, your thought,
Have stirred within, have left their mark.
For you, my heart's world, it bows.
All my desires, all my dreams,
I lay them bare,
I lay them bare.
For you, for you.

Sometimes, true love finds its home,
Though life may turn, and shift, and change,
Your gaze remains, a constant guide.
Sometimes, true love finds its home,
Though life may turn, and shift, and change,
Your gaze remains, a constant guide.
How can I tell, how can I show,
A love like ours, will never cease.
For you, my heart's world, it bows.
All my desires, all my dreams,
I lay them bare,
I lay them bare.
For you, my heart's world, it bows.
All my desires, all my dreams,
I lay them bare,
I lay them bare.

Aap Ki Khatir (2006) - Movie Details
Film CastAkshaye Khanna, Priyanka Chopra, Amisha Patel, Dino Morea, Suniel Shetty, Bhumicka Singh, Anupam Kher, Lilette Dubey, Tiku Talsania, Kamini Khanna, Mona Punjabi SingerAkshaye Khanna, Alisha Chinoy, Himani Kapoor, Himesh Reshammiya, Jaspinder Narula, K K, Kailash Kher, Kunal Ganjawala, Shaan, Sunidhi Chauhan LyricistSameer Music ByHimesh Reshammiya DirectorDharmesh Darshan ProducerGanesh Jain, Ratan Jain External LinksAap Ki Khatir at IMDB      Aap Ki Khatir at Wikipedia Movie at YTAap Ki Khatir at YT    Aap Ki Khatir at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement