Video of "Aap Yeh Sochake Milate Huye" from YouTube
Aap Yeh Sochake Milate Huye Video Thumbnail
Advertisement
Aap Yeh Sochake Milate Huye - आप ये सोच के मिलते हुए घबराते हैं
Lyrics of Aap Yeh Sochake Milate Huye - आप ये सोच के मिलते हुए घबराते हैं
aap yeh soch ke milte huye ghabrate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
aap yeh soch ke milte huye ghabrate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
han ham yahi soch ke milte huye ghabrate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai

ik nasha hota hai aji aisi mulakato me
ham na aayenge sanam aapki in baato me
ik nasha hota hai aji aisi mulakato me
ham na aayenge sanam aapki in baato me
aapko hampe
aapko hampe yakin karna padega ik din
ham jo kehte hai yeh mausam bhi samajhate hai
ham yahi soch ke milte huye ghabrate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai

dil machalta hai mile aapse par darte hai
aapki aisi adaa par hi ham toh marte hai
dil machalta hai mile aapse par darte hai
aapki aisi adaa par hi ham toh marte hai
aap hamko zara
aap hamko zara aashiki mijaj lagate hai
inn khyalo se hi aate huye sharmate hai
aap yeh soch ke milte huye ghabrate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje jaate hai
roz milne se muhabbat ke maje aate hai
lyrics of song Aap Yeh Sochake Milate Huye
Poetic Translation - Lyrics of Aap Yeh Sochake Milate Huye - आप ये सोच के मिलते हुए घबराते हैं
You hesitate, fearing our meetings,
That daily touch will dull the sweet.
Daily touch will dull the sweet.
You hesitate, fearing our meetings,
That daily touch will dull the sweet.
Daily touch will dull the sweet.
Yes, we too fear these meetings,
That daily touch will dull the sweet.
Daily touch will dull the sweet.

A certain intoxication, these encounters hold,
We will not succumb, my love, to what you’ve told.
A certain intoxication, these encounters hold,
We will not succumb, my love, to what you’ve told.
You must,
You must one day believe us,
These very seasons echo what we say.
Yes, we too fear these meetings,
That daily touch will dull the sweet.
Daily touch will dull the sweet.

The heart yearns to meet, yet fear holds sway,
By such charm we are undone, we fade away.
The heart yearns to meet, yet fear holds sway,
By such charm we are undone, we fade away.
You seem,
You seem to us, a lover's soul,
These thoughts alone bring blushes to the face.
You hesitate, fearing our meetings,
That daily touch will dull the sweet.
Daily touch will dull the sweet.
That daily touch will bring delight.

Dil Kho Gaya (Album) (1998) - Movie Details
SingerKumar Sanu, Vinod Rathod, Sadhana Sargam LyricistRani Malik, Yogesh Music ByRais Bhartiya
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement