Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aasman Gulabi Huyi - आसमां गुलाबी हुई
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa
ho aasman gulabi
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa
o saajana, tu hain kaha
o saajana, tu hain kaha
aaja aaja oye, aaja aaja oye
aaja aaja oye, aaja aaja
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa
ho aasman gulabi
soni si dhup, naya rang rup
bikhara hain raaho me
bikhara hain raaho me
hain dur dur faila surur
badal ke gaon me
badal ke gaon me
ude mand mand
ude mand mand, mithi sugandh
huaa pagal, dil mera
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa
ho aasman gulabi
kirano ko chum rang phul
rasham ki daala par, laharo ke gaal par
tu jab gulal, malta gulal
lahro ke gaal par, lahro ke gaal par
rangeen sham
rangeen sham chhalkaye jaam
laharaye nayi hawa
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa geen
ho aasman gulabi
aasman gulabi huyi, sham sharabi hain
naye rang lutaye, nai ghadiyaa
o saajana tu hain kaha
o saajana tu hain kaha
aaja aaja oye, aaja aaja oye
aaja aaja oye, aaja aaja
aasman gulabi