Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aata Hai Zindagi - आता है जिन्दगी में
aata hai zindagi me
aata hai zindagi me, aisa bhi ek zamana
aisa bhi ek zamana
marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
khud zindagi bahana
kya puchti hai dunia
kya puchti hai dunia
biti hai mujhpe kya kya
biti hai mujhpe kya kya
ek dukh ki hai kahani
ek dukh ki hai kahani
ek dard ka fasana
ek dard ka fasana
majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
majbur zindagi me mujhsa koi na hoga
khud hi jala rahi hu
khud hi jala rahi hu
mai apna aashiyana
mai apna aashiyana
marne ka dhundti hai khud zindagi bahana
khud zindagi bahana
ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
ek bhul thi ke maine chaha tujhe bhula du
o bhul jane wale
o bhul jane wale
mushkil hai bhul jana
mushkil hai bhul jana
aata hai zindagi me aisa bhi ek zamana
aisa bhi ek zamana
Comments for lyrics of song "Aata Hai Zindagi"
naseer hussain on Saturday, May 19, 2012 Bhoot Khoob.Zia Sarhadi ne Sahir ke pairavi ke hai ya shaid wo zamana
falsafeyana tarz Zindagi ka daur tha?"Ya momkin hai meri generation mein
dokh aur dard ke kasrat thi.
imrana naeem on Saturday, August 11, 2012 Bohut umdah..ye aek shair aur musiqaar ka kamal he k woh gane wale ko kis
tarhan gawae aur jab gane wala in dono k aehsasaat ko samajh le to woh gana
phir khud bolta he..