Video of "Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye" from YouTube
Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye Video Thumbnail
Advertisement
Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye - आए बहार बन के लुभा कर चले गये
Lyrics of Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye - आए बहार बन के लुभा कर चले गये
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye
kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye
kya raaz tha jo dil mein chhupakar chale gaye

kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa ho
aankhen thi bewafa
kehne ko woh haseen the aankhen thi bewafa haaye
daaman meri nazar se bachaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
dil ki dhadkanon
itna mujhe bataao mere dil ki dhadkanon haaye
woh kaun the jo khwaab dikhaakar chale gaye
aaye bahaar ban ke lubhaakar chale gaye

lyrics of song Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye
Poetic Translation - Lyrics of Aaye Bahaar Ban Ke Lubha Kar Chale Gaye - आए बहार बन के लुभा कर चले गये
Like spring they came, to charm and then depart,
A secret held within their hidden heart.
A secret held within their hidden heart.

Though beauty bloomed, their eyes held treachery,
Alas, their eyes held treachery.
Though beauty bloomed, their eyes held treachery,
Avoiding my gaze, they then did flee.
Like spring they came, to charm and then depart.

Tell me, my heart, my every pulsing beat,
Alas, my pulsing beat.
Tell me, my heart, my every pulsing beat,
Who were they, who showed dreams, then did retreat?
Like spring they came, to charm and then depart.

Rajhath (1956) - Movie Details
Film CastPradeep Kumar, Madhubala, Ulhas, Sohrab Modi, Tiwari SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mukesh, Manna De, Usha Mangeshkar LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankar Jaikishan DirectorSohrab Modi External LinksRajhath at IMDB       Movie at YTRajhath at YT    Rajhath at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement