Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ab Agar Aao To Jane Ke Liye Mat - अब आगर आओ तो जाने के लिए मत
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
sirf ehsan jatane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
maine palko pe tamannaye saja rakhe hai
maine palko pe tamannaye saja rakhe hai
dil mai umeed ki soo shame jala rakhi hai
ye hasi shame bujhane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
sirf ehsan jatane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
pyar ki aag me janjire phighal sakti hai
pyar ki aag me janjire phighal sakti hai
chahne walo ki takdire badal sakti hai
tum ho bebas yah batane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
sirf ehsan jatane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
ab tum aana jo tumhe muzhse mohabat hai koi
ab tum aana jo tumhe muzhse mohabat hai koi
mujhse milne ki aagar tumko bhi chahat hai koi
tum koi rasam nibhane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
sirf ehsan jatane ke liye mat aana
ab agar aayo to jane ke liye mat aana
Comments for lyrics of song "Ab Agar Aao To Jane Ke Liye Mat"
arun bhardwaj on Sunday, September 14, 2014 Ab Agar Aao To Jaane Ke Liye Mat Aana
Sirf Ehsaan Jataana Ke Liye Mat Aana
Mene Palkon Pe Tamanayen Saja Rakhi Hai
Dil Mein Umeed Ki Soo Shammen Jala Rakhi Hai
Yeh Hansi Shammen Bujhaana Ke Liye Mat Aana
Pyar Ki Aag Mein Zanjeren Pighal Sakti Hen
Chahana Walon Ki Taqderen Badal Sakti Hen
Tum Ho Bebas Ya Batana Ka Liya Mat Ana
Ab Tum Aana Jo Tumhen Mujh Sa Mohabbat Ha Koi
Mujhsa Milna Ki Agar Tum Ko Bhi Chahat Hai Koi
Tum Koi Rasm Nibhaana Ke Liye Mat Ana
naeem abrahani on Thursday, November 13, 2014 A very unique composition with different rhythm patterns beautifully sung
by the Legend Jagjit ji..thanks for the upload
sadaf abdulmalik on Tuesday, March 06, 2012 kaash aisa ho sakta k koi piyara aay magr woh lot kr na jay boht hi piyari
hy ji dil k ander tk utar gai hy
Shivali Vaid on Wednesday, January 29, 2014 Ab agar aao tho jaane ke liye mat aana
Shirf ehsaan jataane ke liye mat aana...
Rahul Ranade on Thursday, July 04, 2013 ek baar vapas aa jao jagjitji... par jane ke liye mat aana... phir kabhi na
jaana..