Video of "Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri" from YouTube
Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri Video Thumbnail
Advertisement
Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri - अब अन्त घड़ी आई हैं मेरी
Lyrics of Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri - अब अन्त घड़ी आई हैं मेरी
ab ant ghadi aayi hai meri
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao

aao maathe pe mere aaj hai maut khadi
aaj hai maut khadi
dekho aakar ke jara
kiski lash hai padi
kiski lash hai padi
main piya ke sang chali
meri doli ko uthao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao

milna ho to jaldi milo
warna main na milungi
milna ho to jaldi milo
warna main na milungi
warna main na milungi
pal do pal me bhai
prabhu ke ghar chalungi
prabhu ke ghar chalungi
aaj antim waqt hai mera
mujhe gale se lagao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
ab ant ghadi aayi hai meri
bhaiya mere aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
aao
ae bhai ek bahan ke naate ko nibhao
lyrics of song Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri
Poetic Translation - Lyrics of Ab Anth Ghadi Aayi Hai Meri - अब अन्त घड़ी आई हैं मेरी
My final hour has come,
My final hour has come.
Brother mine, come forth,
Fulfill a sister's final worth.
Come forth,
Fulfill a sister's final worth.
My final hour has come,
Brother mine, come forth,
Fulfill a sister's final worth.
Come forth,
Fulfill a sister's final worth.

Death now stands upon my brow,
Death now stands upon my brow.
Come and see,
Whose lifeless form lies now.
Whose lifeless form lies now.
I journey to my beloved,
Lift my palanquin now.
Fulfill a sister's final worth.
Come forth,
Fulfill a sister's final worth.

If you would meet, then meet me now,
Or else, I shall not be found.
If you would meet, then meet me now,
Or else, I shall not be found.
Or else, I shall not be found.
In moments, brother,
To God's house I am bound.
To God's house I am bound.
This is my final moment,
Embrace me close now.
Fulfill a sister's final worth.
Come forth,
Fulfill a sister's final worth.
My final hour has come,
Brother mine, come forth,
Fulfill a sister's final worth.
Come forth,
Fulfill a sister's final worth.

Raksha Bandhan (1976) - Movie Details
Film CastSachin Pilgaonkar, Sarika, Nazir Hasain, Lalita Pawar SingerUsha Mangeshkar, Badrinath Pawar LyricistKavi Pradeep Music ByC Arjun DirectorShantilal Soni ProducerK G Bhatt External LinksRaksha Bandhan at IMDB      Raksha Bandhan at Wikipedia Movie at YTRaksha Bandhan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement