Video of "Ab Aur Kisi Se Kya Marasim" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Ab Aur Kisi Se Kya Marasim - अब और क्या किसी से मरासिम बढ़ाए हम
Lyrics of Ab Aur Kisi Se Kya Marasim - अब और क्या किसी से मरासिम बढ़ाए हम
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum

is zindagi mein itni faragat kise naseeb
is zindagi mein itni faragat kise naseeb
ek fasana yaad aake tujhe bhul jaaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum

tu itni diljada to na thi aye shabe firaaq
tu itni diljada to na thi aye shabe firaaq
aa tere raaste mein sitaare lutaye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum

wo log ab kaha hai jo kehte the sarfaraz
wo log ab kaha hai jo kehte the sarfaraz
aeh khuda na karta tujhe bhi rulye hum
ye bhi bahut hai tujhko agar bhul jaaye hum
ab aur kya kisi se marasim badhaye hum
lyrics of song Ab Aur Kisi Se Kya Marasim
Mehrab (Ghulam Ali) (1997) - Movie Details
SingerGhulam Ali LyricistSaghar Siddiqui, Mohsin Naqvi, Habib Jalib Music ByGhulam Ali, Rafique Husain
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement