Video of "Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen" from YouTube
Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen Video Thumbnail
Advertisement
Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen - अब कहाँ जाएँ हम ये बता ऐ ज़मीं
Lyrics of Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen - अब कहाँ जाएँ हम ये बता ऐ ज़मीं
ab kahan jayen hum ye bata aye zameen
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
apne saye se bhi log darne lagey
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kisiko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum

hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
hum ghar-ghar jate hain ye dil dikhlate hain
par ye duniyawale hum ko thukrate hain
raste mit gaye manzilein kho gayi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum

nafrat hai nigahon mein
vehshat hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
nafrat hai nigahon mein vehshat
hai nigahon mein
ye kaisa zeher phaila duniya ki hawaon mein
pyar ki bastiyan khaq hone lagi
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum

har sans hai mushkil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginti hi nahin hoti
har sans hai mushqil ki har jaan hai ek moti
bazar mein par inki ginati hi nahin hoti
zindagi ki yahan koi keemat nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kisi ko kisi par bharosa nahin
ab kahan jayen hum ye bata aye zameen
is jahan mein to koi hamara nahin
is jahan mein to koi hamara nahin
ab kahan jayen hum
lyrics of song Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen
Poetic Translation - Lyrics of Ab Kaha Jaye Hum, Ye Bata Aye Zameen - अब कहाँ जाएँ हम ये बता ऐ ज़मीं
Tell me, O Earth, where shall we now reside?
In this world, none claim us, nowhere to confide.
In this world, none claim us, nowhere to confide.
From shadows even, hearts begin to flee,
Trust has withered, a barren decree.
Trust has withered, a barren decree.
Tell me, where shall we now reside?

We knock on doors, our hearts laid bare to see,
Yet this world rejects us, cruelly.
We knock on doors, our hearts laid bare to see,
Yet this world rejects us, cruelly.
Roads have vanished, destinations lost,
Trust has withered, at what bitter cost.
Where shall we now reside?

Hatred glares from eyes so cold and deep,
Madness whispers, secrets they keep.
What poison spreads within the air we breathe?
Hatred glares from eyes so cold and deep,
Madness whispers, secrets they keep.
Love's havens crumble, fall to dust,
Trust has withered, in a world unjust.
Where shall we now reside?

Each breath is hardship, each soul a pearl so bright,
Yet in the market, they hold no light.
Each breath is hardship, each soul a pearl so bright,
Yet in the market, they hold no light.
Life's precious worth, completely denied,
Trust has withered, nowhere to confide.
Trust has withered, nowhere to confide.
Tell me, O Earth, where shall we now reside?
In this world, none claim us, nowhere to confide.
In this world, none claim us, nowhere to confide.
Tell me, where shall we now reside?

Ujala (1959) - Movie Details
Film CastShammi Kapoor, Mala Sinha, Raaj Kumar, Kumkum, Leela Chitnis, Dhumal, Tun Tun, Indu Shivraj, Rajen Kapoor, Ramesh Sinha, Rafiq, Suresh, Ratna, Rajendra, Mahendra, Shyam Kumar, Raja, Gopal, Baby Shobha SingerLata Mangeshkar, Manna Dey, Mukesh LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorNaresh Saigal ProducerF C Mehra, Prakash Mehra External LinksUjala at IMDB      Ujala at Wikipedia Movie at YTUjala at YT    Ujala at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement