Video of "Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha" from YouTube
Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha Video Thumbnail
Advertisement
Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha - ऐ जाने ज़हा जाते हो कहाँ
Lyrics of Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha - ऐ जाने ज़हा जाते हो कहाँ
ae jane jaha jate ho kaha
ae jane jaha jate ho kaha
ae jane jaha jate ho kaha
abhi dil to hamara bhara hi nahi
abhi dil to hamara bhara hi nahi
ae jane jaha jate ho kaha

aaye ho to fir jate ho kaha
jab khinch hi laya pyar mera
najro me hai dil ke afsane
inkar me hai ikarar tera
inkar me hai ikarar tera
betab jigar ab jaye kidar
betab jigar ab jaye kidar
najro ko karar mila hi nahi
najro ko karar mila hi nahi
ae jane jaha jate ho kaha

pani me kabhi badal me kabhi
dikhalana jhalak fir chhup jana
aaye ho kaha se kaun ho tum
kuch naam pata to batlana
kuch naam pata to batlana
chup chup na raho kuch dil ki kaho
chup chup na raho kuch dil ki kaho
kabhi pyar ke dil ke daayra nahi
kabhi pyar ke dil ke daayra nahi
ae jane jaha jate ho kaha
abhi dil to hamara bhara hi nahi
ae jane jaha jate ho kaha
lyrics of song Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha
Poetic Translation - Lyrics of Ae Jane Jahan Jate Ho Kaha - ऐ जाने ज़हा जाते हो कहाँ
O, where are you going, my soul, where?
O, where are you going, my soul, where?
Our hearts, they have yet to be filled,
O, where are you going, my soul, where?

Since you've come, why depart so soon?
My love, it has drawn you near,
My heart's tales bloom in your eyes,
Your denial, a silent, "I swear."
Your heart is now restless, where to turn,
Your gaze, they find solace, never so near
O, where are you going, my soul, where?

Now in water, now in clouds,
A glimpse, then vanished from sight,
Where do you come from, who are you?
Share your name, your secrets to light.
Share your name, your secrets to light.
Do not be silent, speak what's in your heart,
Do not be silent, speak what's in your heart,
Love’s circle, your heart has yet to embrace,
Love’s circle, your heart has yet to embrace,
O, where are you going, my soul, where?
Our hearts, they have yet to be filled,
O, where are you going, my soul, where?

Patal Pari (1957) - Movie Details
Film CastJairaj, Shakeela, Kumkum, Tiwari, Sheikh SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Mubarak Begum, Sudha Malhotra LyricistTanveer Naqvi, S P Bakshi, Sarshar Sailani, Rajinder Rajvanshi Music ByS Mohinder DirectorS P Bakshi External LinksPatal Pari at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement