Video of "Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye" from YouTube
Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye Video Thumbnail
Advertisement
Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye - अगर तेरी जलवा नुमायी ना होती
Lyrics of Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye - अगर तेरी जलवा नुमायी ना होती
agar teri jalwa numai na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti

baharo ka mausam na hota suhana
baharo ka mausam na hota suhana
tere dam kadam se hua aashikana
tere dam kadam se hua aashikana
najaro me ye dilrubai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti

tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
tere pyar ne mujh par ahsaa kiya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
mere dil liya hai mujhe dil diya hai
agar tune ulfat nibhayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti

agar noor tera na aata jaha me
agar noor tera na aata jaha me
to rakha hi kya tha jami aasma me
to rakha hi kya tha jami aasma me
ke malik ne dunia banayi na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
agar aankh tumse milayi na hoti
meri jindagi muskurayi na hoti
agar teri jalwa numai na hoti
khuda ki kasam ye khudayi na hoti
lyrics of song Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye
Poetic Translation - Lyrics of Agar Teri Jalwa Numai Na Hoti, Khuda Ki Kasam Ye - अगर तेरी जलवा नुमायी ना होती
If Your radiance had not been,
By God, this cosmos would not convene.
If Your gaze had not met mine,
My life would not so brightly shine.

The spring's embrace, it would not be sweet,
By Your breath, passion did it meet.
No beauty in the sights we'd find,
By God, this cosmos would unwind.
If Your gaze had not met mine,
My life would not so brightly shine.

Your love has blessed, a gracious art,
You took my heart, then gave a heart.
If you'd not pledged love's fervent vow,
My life would not be smiling now.
If Your radiance had not been,
By God, this cosmos would not convene.

If Your light had not graced the earth,
What worth then held this world's birth?
What worth in all of heaven's dome?
The Lord would not have called a home.
By God, this cosmos would not convene.
If Your gaze had not met mine,
My life would not so brightly shine.
If Your radiance had not been,
By God, this cosmos would not convene.

Beti Bete (1964) - Movie Details
Film CastSunil Dutt, B Saroja Devi, Jamuna, Jayant, Mehmood, Agha, Shobha Khote, Rajendra Nath, Sudesh, Master Shahid, Farida Dadi SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistHasrat Jaipuri, Shailendra Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorT L V Prasad External LinksBeti Bete at IMDB       Movie at YTBeti Bete at YT    Beti Bete at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement