Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Agre Se Ghaghro Manga De Rasiya - आगरे से घाघरो मंगा दे रसिया
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi
mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi
mela dekhan jaungi ai mela dekhan jaungi
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi
ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho
ghagre ke upar saiya taaj ki tasvir ho
kinare kinare bahta jamuna ji ka neer ho
jamuna ji me naiya ho o jamuna ji me naiya ho
aur tujh jaisa khebaiya ho
manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi
champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi
champa jaye chameli jaye mai kaise rah jaungi
pathna ke pas jalebi baith sadak pe khungi
mai dekhu mela, mai dekhu mela
mai to dekhu mela ki duniya dekhe
ghagara manga de rasiya ki mai to mela dekhan jaungi
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi
mela dekhan jaungi re mai to mela dekhan jaungi
mela dekhan jaungi mai to mela dekhan jaungi
aagre se ghaghro manga de rasiya
ki mai to mela dekhan jaungi