Video of "Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha" from YouTube
Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha Video Thumbnail
Advertisement
Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha - ऐसा कोई जिंदगी से वादा तो नहीं था
Lyrics of Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha - ऐसा कोई जिंदगी से वादा तो नहीं था
aisa koi jindagi se vada to nahi tha
ho aisa koi jindagi se vada to nahi tha
aisa koi jindagi se vada to nahi tha
tere bina jine ka irada to nahi tha
tere bina jine ka irada to nahi tha
aisa koi jindagi se vada to nahi tha
ho aisa koi jindagi se vada to nahi tha

hey tere liye raato me chandani ugayi thi
tere liye rato mein chandani ugayi thi
jane kaha tuti hai dor mere khwab ki
jane kaha tuti hai dor mere khwab ki
khwab se jagenge socha to nahi tha socha to nahi tha
aisa koi jindagi se vada to nahi tha
ho aisa koi jindagi se vada to nahi tha

hey shamiyane shamo ke roj hi sajaye the
shamiyane shamo ke roj hi sajaye the
kitni ummido ke mehman bulaye the
aake darwaje se laut gaye ho
aake darwaje se laut gaye ho
yu bhi koi aayega socha to nahi tha aayega
socha to nahi tha
aisa koi jindagi se vada to nahi tha
ho aisa koi jindagi se vada to nahi tha
lyrics of song Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha
Poetic Translation - Lyrics of Aisa Koyee Jindagee Se Vaada Toh Nahee Tha - ऐसा कोई जिंदगी से वादा तो नहीं था
No promise whispered to life's embrace,
No vow etched upon the soul's deep space,
No pact made with the threads of being,
That living without you was ever seeing.

For you, I grew the moon in night's dark hold,
Where is my dream's thread, severed, uncontrolled?
To wake from dreams, a fate I never knew,
No promise whispered, old or ever new.

The tents of twilight, each day I did adorn,
For dreams of guests, my heart was sweetly torn,
They came, they stayed not, turned from my door,
That you would leave, I'd not foreseen before.
No promise whispered, ever to the core.

Vaadaa (Roop Kumar Rathod) (2000) - Movie Details
SingerRoop Kumar Rathod LyricistGulzar
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement