Video of "Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi" from YouTube
Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi Video Thumbnail
Advertisement
Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi - ऐसा तो कभी मुमकिन ही नही
Lyrics of Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi - ऐसा तो कभी मुमकिन ही नही
aisa to kabhi mumkin hi nahi aisa to kabhi mumkin hi nahi
mil jaye najar or pyar na ho mil jaye najar or pyar na ho
jo bat janam le le dil me jo bat janam le le dil me
us bat ka kyo ijhar na ho us bat ka kyo ijhar na ho
aisa to kabhi mumkin hi nahi

mana ke javani hai aayi toba ye nashili angdayi
mana ke javani hai aayi toba ye nashili angdayi
tham ke barish aye sokh gata
tham ke barish aye sokh gata
jajbat ki had se par na ho jajbat ki had se par na ho
aisa to kabhi mumkin hi nahi

ye sham ki shurkhi galo par
haye ye rat ka aanchal balo par
ye sham ki shurkhi galo par
ye rat ka aanchal balo par
pad jaye najar tuj par jiski
haye pad jaye najar tuj par jiski
kaise vo tera bimar na ho kaise vo tera bimar na ho
aisa to kabhi mumkin hi nahi aisa to kabhi mumkin hi nahi
mil jaye najar or pyar na ho mil jaye najar or pyar na ho
aisa to kabhi mumkin hi nahi
lyrics of song Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi
Poetic Translation - Lyrics of Aisa To Kabhi Mumkin Hi Nahi - ऐसा तो कभी मुमकिन ही नही
It cannot be, it cannot be,
that eyes should meet, and love not bloom.
When whispers rise within the heart,
why should their truth be left entombed?
It cannot be.

Though youth arrives, a tempting snare,
a reckless, drunken, sweet embrace,
when clouds of passion gather rain,
beyond all bounds, no feeling trace?
It cannot be.

The blush of dusk upon your cheek,
the night's dark shawl upon your hair,
if one should gaze upon your face,
how could they not succumb to care?
It cannot be, it cannot be,
that eyes should meet, and love not bloom.
It cannot be.

Gunah Aur Kanoon (1970) - Movie Details
Film CastPrithviraj Kapoor, Sanjeev Kumar, Jairaj, Asit Sen, Sailesh Kumar, Johny Whiskey, Tarun Bose, Mohan Choti, Kumkum SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi LyricistAnwar Sahasrami, Naqsh Lyallpuri Music BySapan Jagmohan DirectorB R Ishara ProducerK L Bharia, Johny Whiskey External LinksGunah Aur Kanoon at IMDB      Gunah Aur Kanoon at Wikipedia Movie at YTGunah Aur Kanoon at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement