Video of "Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota" from YouTube
Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota Video Thumbnail
Advertisement
Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता
Lyrics of Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
kabhi jaan sadke hoti, kabhi dil nisaar hota

na maja hain dushmani mein
na hain luft dosti mein
na maja hain dushmani mein
na hain luft dosti mein
koi gair gair hota, koi yaar yaar hota
koi gair gair hota, koi yaar yaar hota

ye maja tha dillagi ka
ke barabar aag lagti
ye maja tha dillagi ka
ke barabar aag lagti
na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota
na tumhe qaraar hota, na hume qaraar hota

tere waade par sitamgar
abhi aur sabr karte
tere waade par sitamgar
abhi aur sabr karte
agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
agar apni zindagi ka hume aitbaar hota
ajab apna haal hota jo visaal-e-yaar hota
lyrics of song Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota
Poetic Translation - Lyrics of Ajab Apna Haal Hota Jo Visale Yaar Hota - अजब अपना हाल होता जो विसाल-ए-यार होता
A strange state would be mine, if union with Love were true,
A strange state would be mine, if union with Love were true,
My soul would be offered, my heart poured anew.

No joy in enmity,
No pleasure in amity,
No joy in enmity,
No pleasure in amity,
If stranger remained stranger, if beloved stayed true,
If stranger remained stranger, if beloved stayed true.

Such was the delight of the game,
Where equal fires did flame,
Such was the delight of the game,
Where equal fires did flame,
Neither you at peace, nor I could ever subdue,
Neither you at peace, nor I could ever subdue.

On your promise, O tormentor,
I would still more endure,
On your promise, O tormentor,
I would still more endure,
If I had trust in my life, a future to view,
If I had trust in my life, a future to view,
A strange state would be mine, if union with Love were true.

Rare Gems (Jagjit Singh) - Movie Details
SingerJagjit Singh, Chitra Singh LyricistMomin, Zauq, Jigar Moradabadi, Mir Taqi Mir, Daag Dehlavi Music ByJagjit Singh, C K Chauhan, Ghulam Ali
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement