|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Ambua Ka Pedh Hai, Aaja More Balma Aane Ki Der Hai - अम्बुआ का पेड़ हैं, आजा मेरे बलमा आने की देर है badal chhaye aaja, koyal kunke aaja
maine bulaya aaja, sabne bulaya aaja
goriya pahada wali, tujhko bulaye
aaja ki meri jan na jaye
o o o o aa aa aa aa
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ek to bojha kori jawani, duja bojha nath diwani
tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori
tiza bojha chudi nigodi, chautha bojha payal mori
chotha bojha payal mori
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain wo hi munder hain
kuk karu main banke koyaliya
chham chham baze mori payaliya
gun gun gaau prem tarana
aaya nahi koi bhawara diwana
gun gun gaau prem tarana
aaya nahi koi bhawara diwana
aaya nahi koi bhawara diwana
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
aaja more balma, aane ki der hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
ambua ka ped hain, wo hi munder hain
Tejaa |
Film cast: | Sanjay Dutt, Sonu Walia, Ranjeet, Puneet Issar, Amrish Puri, Kimi Katkar, Mahendra Varma, Surendra Pal, Beena, Raj Tilak, Shyam, Prakash Agarwal, Rajeev, Viju Khote | Singer: | Asha Bhosle, Anuradha Paudwal, Kavita Krishnamurthy | Lyricist: | Sameer | Music Director: | Anu Malik | Film Director: | Ramnesh Puri | Film Producer: | Mahendra Bohra | External Links: | Tejaa at IMDB Tejaa at Wikipedia |
|
|
|