Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Andhiyaari Kari Raat Me - अंधियारी कारी रात में
andhiyari kari rat me
sawan ki barsat me
teri yad sataye ho
mohe nind na aaye ho
andhiyari kari rat me
sawan ki barsat me
teri yad sataye ho
mohe nind na aaye ho
badalva rim jhim barse
mera jiyra tum bin tarse
badalva rim jhim barse
mera jiyra tum bin tarse
tum dur waha majbur waha
main baithi aas lagaye
andhiyari kari rat me
sawan ki barsat me
teri yad sataye ho
mohe nind na aaye ho
barsat ki in rato ko
tarsu main mulakato ko
barsat ki in rato ko
tarsu main mulakato ko
bas ye falk dikhla ke jhalk
koi man ki pyas bujhaye
andhiyari kari rat me
sawan ki barsat me
teri yad sataye ho
mohe nind na aaye ho
is badal hi ke bahane
aa jao to hum jane
is badal hi ke bahane
aa jao to hum jane
hui kab ki khadi
jinki hai ghadi
aur ghadiya biti jaye
andhiyari kari rat me
sawan ki barsat me
teri yad sataye ho
mohe nind na aaye ho