Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ankhiya Taras Rahi Un Bin - अंखिया तरस रही उन बिन
ankhiya taras rahi un bin ankhiya taras rahi
ankhiya taras rahi un bin ankhiya taras rahi
rimjhum baras rahi rimjhim baras rahi
un bin ankhiya taras rahi
ankhiyan me piya sawan bhar gaye
ankhiyan me piya sawan bhar gaye
sawan bhar gaye suni kar gaye
sawan bhar gaye suni kar gaye
birhan tadap rahi un bin ankhiya taras rahi
birhan tadap rahi un bin ankhiya taras rahi
ankhiya taras rahi un bin ankhiya taras rahi
sajan to humko bisaraye
sajan to humko bisaraye
humko unki yad sataye
humko unki yad sataye
sakhiya bhadak rahi un bin ankhiya taras rahi
sakhiya bhadak rahi un bin ankhiya taras rahi
ankhiya taras rahi