Video of "Ankhiyon Se Nindiya Ki Preet Hai Purani" from YouTube
Ankhiyon Se Nindiya Ki Preet Hai Purani Video Thumbnail
Advertisement
Ankhiyon Se Nindiya Ki Preet Hai Purani - अंखियों से निंदिया कि प्रीत है पुरानी
Lyrics of Ankhiyon Se Nindiya Ki Preet Hai Purani - अंखियों से निंदिया कि प्रीत है पुरानी
ankhiyon se nindiya ki preet hai purani
nindiya sunayegi tujhko pariyon ki kahani
so ja so ja so ja beti rani
so ja so ja so ja beti rani

kiranon ki palki mein sapne saja ke
o kiranon ki palki mein sapne saja ke
aayi hai ye chandani ke doodh mein nha ke
doodh mein nha ke
jhulana jhula ne tujhe pavan suhani
nindiya sunayegi tujhko pariyon ki kahani
so ja so ja so ja beti rani
so ja so ja so ja beti rani

aisi takdeer ne hain tujhko milaya
o aisi takdeer ne hain tujhko milaya
jaise mera bachpan laut ke aaya
laut ke aaya
lagti hai mujhko tu jani pahchani
nindiya sunayegi tujhko pariyon ki kahani
so ja so ja so ja beti rani
lyrics of song Ankhiyon Se Nindiya Ki Preet Hai Purani
Shaher Se Door (1972) - Movie Details
Film CastSubhash Ghai, Nina, Hina Kausar, Roopesh Kumar, Nadira, Johny Walker, Raj Mehra, Krishna Dhawan, Anita Guha, V. Gopal, Jankidas, Uma Dhawan, Uma Khosla, Jerry, Monto, Satya Devi, Madhu Kapoor, Tarun Bose SingerManna Dey, Mohammed Rafi, Meenu Purushottam, Asha Bhosle LyricistVerma Malik Music BySonik Omi DirectorChaman Nillay External LinksShaher Se Door at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement