Video of "Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori" from YouTube
Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori Video Thumbnail
Advertisement
Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori - आँखों की तालाशी दे दे मेरे दिल की हो गयी चोरी
Lyrics of Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori - आँखों की तालाशी दे दे मेरे दिल की हो गयी चोरी
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori
chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori

kali kali julfo se mujhe pahle hi tha khatka
jab julf teri lahrayi mere dil ko laga ek jhatka
dhadkan to suno mere dil ki dil julfo me hai atka
julfo ki talashi dede mere dil ki ho gayi chori
julfo ki talashi dede mere dil ki ho gayi chori
chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori

rang jo hai tere hotho ka us rang ka mera dil hai
malum nahi kya tujhko o tu hi to mera katil hai
aanhke na chura tu mujhse tere dil me hi mera dil hai
jara dil ki talashi de de mere dil ki ho gayi chori
jara dil ki talashi de de mere dil ki ho gayi chori
chori chori mere dil ki ho gayi ho gayi re haye chori
aanhko ki talasahi de de mere dil ki ho gayi chori
lyrics of song Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori
Poetic Translation - Lyrics of Ankhon Ki Talashi De De, Mere Dil Ki Ho Gayi Chori - आँखों की तालाशी दे दे मेरे दिल की हो गयी चोरी
Search your eyes, the thief stole my heart away,
Search your eyes, my heart stolen today.
Stolen, stolen, my heart's been stolen, alas, stolen away,
Search your eyes, the thief stole my heart away.

Black as night, those tresses, a warning I knew,
When your hair did sway, my heart was struck anew.
Listen to my heart's plea, caught in your dark hue.
Search your tresses, the thief stole my heart away,
Search your tresses, my heart stolen today.
Stolen, stolen, my heart's been stolen, alas, stolen away,
Search your eyes, the thief stole my heart away.

The color of your lips, that same shade my heart wears,
Don't you know, oh, you are the one who ensnares?
Don't turn your gaze, within your heart, mine fares.
Search your heart now, the thief stole my heart away,
Search your heart, my heart stolen today.
Stolen, stolen, my heart's been stolen, alas, stolen away,
Search your eyes, the thief stole my heart away.

Dil Aur Mohabbat (1969) - Movie Details
Film CastJoy Mukherjee, Sharmila Tagore, Ashok Kumar, K N Singh, Johny Walker, Nasir Husain, Birbal, Bela Bose, Jagirdar, Jankidas, Anoop Kumar, Asha Nadkarni, Sachin Pilgaonkar, Tun Tun SingerAsha Bhosle, Mahendra Kapoor LyricistShewan Rizvi, Verma Malik, Aziz Kashmiri, S.H. Bihari Music ByO P Nayyar DirectorAnand Datta ProducerShilpkar External LinksDil Aur Mohabbat at IMDB       Movie at YTDil Aur Mohabbat at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement