Video of "Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae" from YouTube
Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae Video Thumbnail
Advertisement
Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae - अपनी कहो कुछ मेरी सुनो, क्या दिल का लगाना भूल गये
Lyrics of Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae - अपनी कहो कुछ मेरी सुनो, क्या दिल का लगाना भूल गये
apani kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye kya bhul gaye
rone ki adat aisi padi
hansne ka tarana bhul gaye han bhul gae

kali rate bit gayi phir chandani rate ayi hai
phir chandani rate ayi hai dil me nahi ujiyala mere
gam ki ghatae chhai hai gam ki ghatae chhai hai
prit ke vade yad karo kya prit nibhana bhul gaye
apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye

bhula hua hai rah musafir bichhda hua hai mazil se
bichhda hua hai manzil se khoye hue raste ka pata
tum puchh lo kud apane dil se
tum puchh lo kud apane dil se
chalte chalte aise thake manzil ka thikana bhul gaye
ha bhul gaye apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye

nazdik aao nazdeek aao
yah mausam nahi phir ane ka
yah mausam nahi phir ane ka
nazdik shama ke jane se kya hal hua parvane ka
kya hal hua parvane ka mitne ka fasana yad raha
jalne ka fasana bhul gae kya bhul gaye
apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gae kya bhul gaye
lyrics of song Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae
Poetic Translation - Lyrics of Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae - अपनी कहो कुछ मेरी सुनो, क्या दिल का लगाना भूल गये
Speak your truth, and I'll lend an ear,
Have we forgotten love, my dear?
A weeping habit, a shadowed guise,
Have we forgotten laughter's skies?

Dark nights have passed, then moonlit grace,
Yet light deserts this heart's embrace.
Clouds of sorrow, a heavy shroud,
Recall the vows, the love endowed.
Speak your truth, and I'll lend an ear,
Have we forgotten love, my dear?

Lost is the traveler, astray,
From the destination, far away.
Ask your own heart, the truth to find,
Lost is the path, left behind.
Weary now, the journey done,
Have we forgotten where to run?
Speak your truth, and I'll lend an ear,
Have we forgotten love, my dear?

Come closer now, draw near to me,
This season's fleeting, wild and free.
Remember the moth and the candle's gleam,
Its tragic ending, a fading dream.
The tale of dying we retain,
The fiery burning, forgotten pain?
Speak your truth, and I'll lend an ear,
Have we forgotten love, my dear?

Parchhaiyan (1952) - Movie Details
Film CastV Shantaram, Jay Shree T, Saluja, Lalita Pawar, Ulhas Wasti, Sandhya, Saroj Khan, Nimabalkar SingerLata Mangeshkar, Talat Mahmood LyricistNoor Lakhnavi Music ByC Ramachandra DirectorV Shantaram ProducerRaj Kamal (2) External LinksParchhaiyan at IMDB       Movie at YTParchhaiyan at YT    Parchhaiyan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement