Video of "Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye" from YouTube
Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye Video Thumbnail
Advertisement
Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye - अपना ग़म लेके कहीं और ना जाया जाए
Lyrics of Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye - अपना ग़म लेके कहीं और ना जाया जाए
apna gham leke kahin aur na jaaya jaye
apna gham leke kahin aur na jaaya jaye
ghar mein bikhri hui cheezo ko sajaaya jaye
apna gham leke kahin aur na jaaya jaye

jin chirago ko hawao ka koi khauf nahin
jin chirago ko hawao ka koi khauf nahin
un chirago ko hawao se bachaya jaye
un chirago ko hawao se bachaya jaye
ghar mein bikhri hui cheezo ko sajaaya jaye
apna gham leke kahin aur na jaaya jaye

baag mein jaane ke aadaab hua karte hain
baag mein jaane ke aadaab hua karte hain
kisi titli ko na phulo se udaya jaye
kisi titli ko na phulo se udaya jaye

ghar se masjid hai bahut door chalo yu kar le
ghar se masjid hai bahut door chalo yu kar le
kisi rote huye bacche ko hansaya jaye
kisi rote huye bacche ko hansaya jaye
ghar mein bikhri hui cheezo ko sajaaya jaye
apna gham leke kahin aur na jaaya jaye
lyrics of song Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye
Poetic Translation - Lyrics of Apna Gham Leke Kahi Aur Na Jaya Jaye - अपना ग़म लेके कहीं और ना जाया जाए
Carry your sorrow, seek no other shore,
Carry your sorrow, seek no other shore.
Let scattered fragments of your home restore.
Carry your sorrow, seek no other shore.

Those lamps that fear no gust of wind's harsh breath,
Those lamps that fear no gust of wind's harsh breath,
From every gale, protect them, shield from death.
From every gale, protect them, shield from death.
Let scattered fragments of your home restore.
Carry your sorrow, seek no other shore.

For gardens hold their etiquette of grace,
For gardens hold their etiquette of grace,
No butterfly from blossom's sweet embrace.
No butterfly from blossom's sweet embrace.

The mosque is distant, far beyond our door,
The mosque is distant, far beyond our door.
Let's find a weeping child, and smiles restore.
Let's find a weeping child, and smiles restore.
Let scattered fragments of your home restore.
Carry your sorrow, seek no other shore.

Insight (Jagjit Singh) (1994) - Movie Details
SingerJagjit Singh LyricistNida Fazli
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement