Video of "Apna Hai Phir Bhee Apna Badhakar Gale Lagale" from YouTube
Advertisement
Apna Hai Phir Bhee Apna Badhakar Gale Lagale - अपना है फिर भी अपना बढ़कर गले लगाले
SingerMohammed Rafi
Music byMadan Mohan
LyricistRajinder Krishan
ActorAshok Kumar, Kishore Kumar
CategorySad Songs
MovieBhai Bhai (1956)
Lyrics of Apna Hai Phir Bhee Apna Badhakar Gale Lagale - अपना है फिर भी अपना बढ़कर गले लगाले
apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale
accha hai ya bura hai, apna use bana le
apna hai phir bhi apna
mat soch tere dil me yeh kaisi kashamkash hai
jo khenchti hai tujhko wo khun ki kashish hai
parda pada hua hai jo darmiyaa utha le
apna hai phir bhi apna badhkar gale lagale
accha hai ya bura hai, apna use bana le
apna hai phir bhi apna
chup hai jaban phir bhi apna lahu pukare
tum ek aasma ke tute hue ho taare
najre to mil gayi hain, dil se bhi dil mila le
apna hai phir bhi apna badhkar gale laga le

Poetic Translation - Lyrics of Apna Hai Phir Bhee Apna Badhakar Gale Lagale - अपना है फिर भी अपना बढ़कर गले लगाले
Yours, though yours already, embrace it close,
Good or ill, make it wholly your own,
Yours, though yours already.
Do not question the turmoil in your heart,
The pull you feel, a kinship in the blood,
Lift the veil that hangs between you now,
Yours, though yours already, embrace it close,
Good or ill, make it wholly your own,
Yours, though yours already.
Silent the tongue, yet blood calls out its plea,
You are fallen stars of a shared sky,
Eyes have met, now let heart touch heart,

Bhai Bhai (1956) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Kishore Kumar, Nirupa Roy, Nimmi, Shyama, David
SingerGeeta Dutt, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi
LyricistRajinder Krishan
Music ByMadan Mohan
DirectorM V Raman
ProducerA.V.Meiyappan
External LinksBhai Bhai at IMDB Bhai Bhai at Wikipedia
Movie at YTBhai Bhai at YT Bhai Bhai at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films