Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Farishtay
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Apna Hai Raaj Phir Kahe Ka Raja
2.53 - 17 votes
Sridevi, Rajinikanth, Swapna
Dance Songs, Happy Songs
Video of the song from youtube

Average Rating : 2.53
Total Vote(s) : 17
New Voting has been disabled for some time.






Lyrics of Apna Hai Raaj Phir Kahe Ka Raja - अपना है राज फिर काहे का राजा

apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raj phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja
cham cham nach uthe hum bandhan tut gaye
tut gayi janjire sari hum bhi chut gaye
cham cham nach uthe hu bandhan tut gaye
tut gayi janjire sari hum bhi chut gaye

sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda
sar pe pada jab janta ka danda raja ka gussa ho gaya thanda
tuta mahal rah gaya darwaja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami
humne bahut ki teri gulami barso di hamne tujhko salami
wo din gaye ab tu bhi chala ja raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja

denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye
denge tujhe hum sare duaye tu leke aaya thandi hawaye
banke tu badal basti pe chha ja raja ka hamne baja diya baja
pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai
pahle watan uske bad sab hai kaisi gulami sab azad hai
logo suno ye khabar ek raja ka hamne baja diya baja
raja ko mil gaya aaj maharaja raja ka hamne baja diya baja
apna hai raz phir kahe ka raja raja ka hamne baja diya baja


lyrics of song Apna Hai Raaj Phir Kahe Ka Raja



Film cast: Dharmendra, Vinod Khanna, Rajinikanth, Jaya Prada, Sadashiv Amrapurkar, Kulbhushan Kharbanda, Beena, Shammi, Sridevi, Swapna, Manek Irani, Jankidas, Dev Kumar, Narendra Nath, Yunus Parvez, Birbal, Brahmachari, A K Hangal, Viju Khote, Manmouji, Guddi Maruti, Mukri, Surendra Bhatia, Master Bunty, Bob Christo, Krishan Dhawan, Kamal Deep, Malika, Mushtaq Merchant, Amrit Pal, Sunil Rege, Rajendra Nath
Singer: Alka Yagnik, Amit Kumar, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Shabbir Kumar
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Bappi Lahiri
Film Director: Anil Sharma
External Links: Farishtay at IMDB    Farishtay at Wikipedia
Watch Full Movie: Farishtay at YouTube    
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy