Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Apni Aag Ko Zinda Rakhna Kitna Mushkil Hai - अपनी आग को जिंदा रखना कितना मुश्किल है
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
kitna aasan hai tasvir banana auro ki
kitna aasan hai tasvir banana auro ki
khud ko pase aainaa rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
tumne mandir dekhe honge ye mera aangan hai
tumne mandir dekhe honge ye mera aangan hai
ek diya bhi jalta rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
chun lu me ho dard ka dariya dhyan me uske honth
chun lu me ho dard ka dariya dhyan me uske honth
yun bhi khud ko pyasa rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai
patthar bich aaina rakhna kitna mushkil hai
Comments for lyrics of song "Apni Aag Ko Zinda Rakhna Kitna Mushkil Hai"
punit kumar on Monday, June 18, 2012 apni aag ko zinda rakhna kitna mushkil hai patthar beech aaeeena rakhna
kitna mushkil hai kitna aasaaN hai tasveer banaana auroN kee khud ko
pase-aaeenaa rakhna kitna mushkil hai tumne mandir dekhe honge ye mera
aangan hai ek diya bhee jalta rakhna kitna mushkil hai chullu meiN ho dard
ka dariya dhyaan meiN uske hoNTh yun bhee khud ko pyaasa rakhna kitna
mushkil hai
Mistry Family on Friday, February 14, 2014 I know a little Hindi, but what the heck does "Pathar bhi chilayeena
rukhna" mean? At least the melody is nice. Doesn't make sense to
me though.
Medha Abhyankar on Monday, November 14, 2011 apno ke liye sab karte hai, apne liye karna kab seekh payenge?
Shavy wAlz on Saturday, May 28, 2011 i loke it ...emotional song
shakoel younas on Wednesday, February 06, 2013 kia andaze byan hai