Video of "Apni Marzi Se Kaha" from YouTube
Apni Marzi Se Kaha Video Thumbnail
Advertisement
Apni Marzi Se Kaha - अपनी मर्ज़ी से कहा अपने सफ़र के हम हैं
thumb coming soon
Apni Marzi Se Kaha
3.00 - 1 votes
Lyrics of Apni Marzi Se Kaha - अपनी मर्ज़ी से कहा अपने सफ़र के हम हैं
apni marzi se kaha apne safar ke ham hain
rukh hawao kaa jidhar kaa hain
udhar ke ham hain
apni marzi se kaha apne safar ke ham hain

pahale har cheej thi apani
magar ab lagata hain
pahale har cheej thi apani
magar ab lagata hain
apne hee ghar mein
apne hee ghar mein
kisi doosare ghar ke ham hain
apni marzi se kaha apne safar ke ham hain


wakt ke saath hai mitti kaa safar sadiyo se
wakt ke saath hai mitti kaa safar sadiyo se
wakt ke saath hai mitti kaa safar sadiyo se
kisko maaloom kisko maaloom
kisko maaloom
kaha ke hain kidhar ke ham hain
kisko maaloom
kaha ke hain kidhar ke ham hain
chalte rahte hai ke chala hai mushafir ka naseeb
sochate rahte hai kis raah gujar ke ham hai
lyrics of song Apni Marzi Se Kaha
Poetic Translation - Lyrics of Apni Marzi Se Kaha - अपनी मर्ज़ी से कहा अपने सफ़र के हम हैं
We declared our journey our own,
Aligned to the winds, their direction shown,
We declared our journey our own.

Once, all belonged, a boundless hold,
But now it feels, a story told,
Once, all belonged, a boundless hold,
Within our home, a stranger's fold,
We declared our journey our own.

With time, the earth's long, ancient quest,
With time, the earth's long, ancient quest,
With time, the earth's long, ancient quest,
Who knows, who knows, with all our breast,
Who knows, who knows, where we're from, where we rest?
Who knows, where we're from, where we rest?
We wander on, by fate's decree,
We ponder paths, which way, where we,
We wander on, by fate's decree,
We ponder paths, which way, where we?

Irshaad Vol. 1 (Album) (2000) - Movie Details
SingerTalat Aziz, Qateel Shifai, Jagjit Singh, Saeed Rahi, Hasan Kazmi LyricistNida Fazli, Qateel Shifai, Saeed Rahi, Saeed Shaheedi, Hasan Kazmi Music ByTalat Aziz, Jagjit Singh
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement