Video of "Aramaan Machal Rahe Hain Dil E Beqaraar Men" from YouTube
Advertisement
Aramaan Machal Rahe Hain Dil E Beqaraar Men - अरमाँ मचल रहे हैं दिल-ए-बेक़रार में
Lyrics of Aramaan Machal Rahe Hain Dil E Beqaraar Men - अरमाँ मचल रहे हैं दिल-ए-बेक़रार में
aramaan machal rahe hai dil-e-beqraar me

abke baras bhi aap na aaye bahaar me
apno ko gair gair ko apnaa samajh liyaa
apno ko gair gair ko apnaa samajh liyaa
kyaa kyaa fareb khaye tere aitbaar me
taqadir kaa hai na dosh na unki koi khata

dil hi nahi rahaa hai meraa ikhtiyaar me
zaalim kadam sambhaal ke rakhna khudaa gawaah

sajde bichhe hue hai teri rahguzaar me

Poetic Translation - Lyrics of Aramaan Machal Rahe Hain Dil E Beqaraar Men - अरमाँ मचल रहे हैं दिल-ए-बेक़रार में
Desires stir, a restless heart's plea,
Desires stir, a restless heart's plea,
Again this spring, you bloom not for me.
The kin estranged, the stranger embraced,

What deceptions in your trust I faced.
No fault of fate, no blame on their part,

My heart itself, no longer in my art.
Cruel steps, tread softly, God's my witness,

Prostrations lie on the path you'd pass.
Desires stir, a restless heart's plea.

Non-Film (Mohammed Rafi) - Movie Details
SingerMohammed Rafi
LyricistJan Nisar Akhtar
Music ByKhayyam
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films