Video of "Aramaan Tadapate Hain Pahalu Men Mere Aa Ke" from YouTube
Advertisement
Aramaan Tadapate Hain Pahalu Men Mere Aa Ke - अरमान तड़पते हैं, अरमान तड़पते हैं
SingerShanta Apte
Music byGhulam Haider
LyricistD N Madhok
ActorManorama, Shanta Apte, Ghulam Mohammad
MovieZamindar (1942)
Lyrics of Aramaan Tadapate Hain Pahalu Men Mere Aa Ke - अरमान तड़पते हैं, अरमान तड़पते हैं
aramaan tadapte hai, aramaan tadapte hai
pahlu me mere aa ke, pahlu me mere aa ke
barbaad ho gaye hai, barbaad ho gaye hai
is ghar ko hum basaa ke, is ghar ko hum basaa ke
aramaan tadapte hai
hai is par sitam ye mujhse
hai is par sitam ye mujhse
aur is taraf mohabbat
aur is taraf mohabbat
kis kis ko ek dil me
kis kis ko ek dil me
rakhenge ham chhipaa ke, rakhenge ham chhipaa ke
aramaan tadapte hai
haan aankhe bhari hui hai, haan aankhe bhari hui hai
aur dil bhara huaa hai, aur dil bhara huaa hai
jaati hui padi hai, jaati hui padi hai
fariyaad lab pe aa ke
fariyaad lab pe aa ke
aramaan tadapte hai
haan palko me ruk ke aansu
haan palko me ruk ke aansu
dil se nikal rahe hai
dil se nikal rahe hai
naashaad hi rahe hum, naashaad hi rahe hum
apnaa unhe banaa ke
apnaa unhe banaa ke
aramaan tadapte hai pahlu me mere aa ke

Poetic Translation - Lyrics of Aramaan Tadapate Hain Pahalu Men Mere Aa Ke - अरमान तड़पते हैं, अरमान तड़पते हैं
Desires now writhe, desires now writhe,
Having nestled near, having nestled near,
They're laid to waste, they're laid to waste,
For this home we built, for this home we built,
Desires now writhe.
Yet this burden falls, yet this burden falls,
And on this side, love resides,
And on this side, love resides,
Which of these, in one heart,
Which of these, in one heart,
Shall we keep concealed, shall we keep concealed,
Desires now writhe.
Yes, eyes are now brimming, yes, eyes are now brimming,
And the heart's overflowing, and the heart's overflowing,
A fading lament, a fading lament,
Clings to the lips, clings to the lips,
Desires now writhe.
Yes, tears pause on lashes, yes, tears pause on lashes,
Ebbing forth from the heart, ebbing forth from the heart,
Unhappy we remain, unhappy we remain,
Even in their embrace, even in their embrace,
Desires now writhe, having nestled near,

Zamindar (1942) - Movie Details
Film CastGulam Mohammad, Shanta Apte, M Ismail, S D Narang, Akhtar, G N Butt, Manorama, Durga Khote, Anwari
SingerShamshad Begum, Shanta Apte
LyricistBehzad Lakhnavi, Qamar Jalalabadi, Deena Nath Madhok, Nazim Panipati
Music ByGhulam Haider
DirectorMoti Gidwani
External LinksZamindar at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films